SEARCH RESULTS
Showing search results for "مشرب"
Nazm MATCHES FOR "مشرب"
Nazm
siri kirshn
jo mashrab us kaa na is tarah aam ho jaataa
jahaa.n se mahv mohabbat kaa naam ho jaataa
Seemab Akbarabadi
Nazm
aashiq harjai
کچھ ترے مسلک ميں رنگ مشرب مينا بھي ہے
مثل بوئے گل لباس رنگ سے عرياں ہے تو
Allama Iqbal
Nazm
aagahi ki dua
go ba-zaahir ibaadat kii aadat nahii.n hai
ri.nd-mashrab huu.n zohd-o-riyaazat se raGbat nahii.n hai
Waheed Akhtar
Nazm
bujhi hui jawaniyan
na iztiraab-e-Gaznavii na mashrab-e-ayaaz hai
na KHuun me.n haraarate.n na soz hai na saaz hai
Qaisar Amravatwi
Nazm
shri-krishn
jo mashrab us kaa na is tarah aam ho jaataa
jahaa.n se mahv mohabbat kaa naam ho jaataa
Seemab Akbarabadi
Nazm
mashrab
kyuu.n kahiye kisii se ki hame.n ko.ii pilaa.e
qismat me.n agar mai nahii.n mil jaa.egii chaa.e
Meem Hasan Lateefi
Nazm
zarf
jaam haazir hai ki mai.n aur miraa mashrab-e-KHaas
buKHl se ek bhii pahluu se nahii.n hai mansuub
Nazm
ai ishq hamein barbaad na kar
barbat kii sadaa par ro denaa mutrib ke bayaa.n par ro denaa
ehsaas ko Gam buniyaad na kar
Akhtar Shirani
Nazm
ai sharif insano
jang mashriq me.n ho ki maGrib me.n
amn-e-aalam kaa KHuun hai aaKHir
Sahir Ludhianvi
Nazm
farman-e-KHuda
tahziib-e-navii kaargah-e-shiishagaraa.n hai
aadaab-e-junuu.n shaa.ir-e-mashriq ko sikhaa do
Allama Iqbal
Nazm
tarana-e-milli
maGrib kii vaadiyo.n me.n guu.njii azaa.n hamaarii
thamtaa na thaa kisii se sail-e-ravaa.n hamaaraa