SEARCH RESULTS
Showing search results for "نامۂ_دل_دار"
Nazm MATCHES FOR "نامۂ_دل_دار"
Nazm
shikwa
phir bhii ham se ye gila hai ki vafaadaar nahii.n
ham vafaadaar nahii.n tuu bhii to dildaar nahii.n
Allama Iqbal
Nazm
yaad
duur ufuq paar chamaktii hu.ii qatra qatra
gir rahii hai tirii dildaar nazar kii shabnam
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
raste
ko.ii dildaar saaya bulaataa nahii.n ko.ii Gam-KHvaar rasta nikaltaa nahii.n
Zehra Nigaah
Nazm
ai ruKH-e-yar idhar dekh zara
mere dil-daar idhar dekh zaraa
jis kaa ik umr tamannaa.ii rahaa
Salman Basit
Nazm
chand taron ka ban
kuu-e-dildaar kii manzile.n
dosh par apnii apnii saliibe.n uThaa.e chalo
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
gharibon ki duniya
nahii.n hai Gariibo.n kaa dildaar ko.ii
nahii.n hai Gariibii saa aazaar ko.ii
Noor Ludhiyanwi
Nazm
be-faiz mausam ki rafaqat mein
rokne kii koshishe.n karte na thakte the
ka.ii dildaar mausam the
Munawwar Jameel
Nazm
nashat-e-umid
ik tamannaa me.n hai aulaad kii
ek ko dil-daar kii hai lau lagii
Altaf Hussain Hali
Nazm
aaj ek harf ko phir DhunDta phirta hai KHayal
dil-nashii.n harf ko.ii qahr bharaa harf ko.ii
harf-e-ulfat ko.ii dildaar-e-nazar ho jaise
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
andalib
maashuuq kaa magar nahii.n nazaara tak nasiib
barso.n nahii.n hai kuucha-e-dildaar tak guzaar
Azeemuddin Ahmad
Nazm
Hyderabad
har taraf ab bhii ham-aaGosh hai ta.abiiro.n se
ek dildaar ke KHvaabo.n kii javaa.n ra.anaa.ii