SEARCH RESULTS
Showing search results for "پرستار_محبت"
Nazm MATCHES FOR "پرستار_محبت"
Nazm
nam-e-KHumari
na aaGaaz jis kaa na anjaam ko.ii
usii be-nishaa.n kaa parastaar huu.n mai.n
Sabir Abuhari
Nazm
nazr-e-nanak
ko.ii insaan kii azmat kaa parastaar nahii.n
ko.ii bhii jins-e-mohabbat kaa KHariidaar nahii.n
Moazzam Ali Khan
Nazm
ek nazm
ai kisii gulshan zarrii.n kii garaa.n-qadr kalii
apnii uj.Dii hu.ii mahkaar chhupaa le mujh se
Qateel Shifai
Nazm
ek haqiqat
kise marg-e-'bismil' kaa ehsaas hogaa
vo bekas bhii thaa aur KHud.daar bhii thaa
Bismil Dehlavi
Nazm
punjab
zinda-dil punjab ke beTo tumhe.n meraa salaam
tum parastaar-e-guruu-naanak fidaa-e-kirishn-o-raam
Arsh Malsiyani
Nazm
nai subh
aashtii amn mohabbat ke parastaar sabhii
jazba-e-mehr-o-mohabbat se hai.n sarshaar sabhii
Sahir Hoshiyarpuri
Nazm
badal de
kab tak vatan-e-aalaam-o-masaa.ib me.n KHudaayaa
ab is kii musiibat ko masarrat se badal de
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
bhaarat ke musalman
tuu dard-e-mohabbat kaa talabgaar azal se
tuu mehr-o-muravvat kaa parastaar azal se
Jagan Nath Azad
Nazm
ek jila-watan ki wapsi
phir KHabar garm hai vo jaan-e-vatan aataa hai
phir vo zindaanii-e-zindaan-e-vatan aataa hai
Asrarul Haq Majaz
Nazm
mohabbat to dua hai
mohabbat bhiik me.n hargiz nahii.n miltii
mohabbat daan bhii ko.ii nahii.n kartaa
Dua Ali
Nazm
qadam mila ke chalo
jahaa.n me.n gaa.ndhii-o-nehru ke virsa-daar ho tum
zamii.n pe amn-o-mohabbat ke paasdaar ho tum