SEARCH RESULTS
Showing search results for "گزرا"
Nazm MATCHES FOR "گزرا"
Nazm
parinde ki fariyaad
aataa hai yaad mujh ko guzraa hu.aa zamaana
vo baaG kii bahaare.n vo sab kaa chahchahaanaa
Allama Iqbal
Nazm
hasan kuza-gar (1)
jahaa.n-zaad nau saal kaa daur yuu.n mujh pe guzraa
ki jaise kisii shahr-e-madfuun par vaqt guzre
Noon Meem Rashid
Nazm
nazm
ziyaada vaqt na guzraa thaa is ta'alluq ko
ki is ke baa'd vo lamha qarii.n qarii.n aaya
Tahzeeb Hafi
Nazm
teri aawaz
tuu mire paas na thii phir bhii sahar hone tak
teraa har saa.ns mire jism ko chhuu kar guzraa
Sahir Ludhianvi
Nazm
jab tere shahr se guzarta hun
aaj bhii kaar-zaar-e-hastii me.n
jab tire shahr se guzartaa huu.n
Saifuddin Saif
Nazm
ek rah-guzar par
kisii zamaane me.n is rah-guzar se guzraa thaa
ba-sad Guruur o tajammul idhar se guzraa thaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
yaad-e-aligarh
har ik dil vahaa.n thaa nazar kaa nishaana
bahut yaad aataa hai guzraa zamaana
Aabidullah Ghazi
Nazm
teri yaad
mai.n tirii yaad ko siine se lagaa.e guzraa
ajnabii shahr kii mashGuul guzar gaaho.n se