SEARCH RESULTS
Showing search results for "इतिहास"
Nazm MATCHES FOR "इतिहास"
Nazm
apne andar zara jhank mere watan
teraa itihaas hai KHuu.n me.n luth.Daa hu.aa
tuu abhii tak hai duniyaa me.n bichh.Daa hu.aa
Sahir Ludhianvi
Nazm
dipawli
ka.ii itihaas ko ek saath dohraatii hai diivaalii
mohabbat par vijay ke phuul barsaatii hai diivaalii
Nazeer Banarasi
Nazm
insaf ka taraazu jo hath mein uThae
aisaa na ho ki kal kaa itihaas-kaar bole
mujrim se bhii ziyaada
Sahir Ludhianvi
Nazm
bhaarat ke bachcho
navjiivan kii aas tumhii.n ho
bantaa hu.aa itihaas tumhii.n ho
Sahir Ludhianvi
Nazm
hiroshima ki piDa
kintuu yadi nahii.n hu.ii to itihaas unhe.n kabhii
mu.aaf nahii.n karegaa
Atal Bihari Vajpayee
Nazm
tariKH ke murda-KHane se
naarii aur shuudar ko samaan samajhne vaale mahaa-puruush
itihaas ke panno.n me.n kho ga.e hai.n
Shahnaz Nabi
Nazm
qatra qatra ehsas
aur palko.n kii saliibo.n pe vo guzre hu.e din
jaise kha.nDaro.n kii fasiilo.n pe Ta.ngaa ho itihaas
Chandrabhan Khayal
Nazm
saza
mai.n ibtidaa-e-ishq se be-mehr hii rahaa
tum intihaa-e-ishq kaa me.aar hii raho
Jaun Eliya
Nazm
jawab-e-shikwa
tuu samajhtaa hai ye saamaa.n hai dil-aazaarii kaa
imtihaa.n hai tire iisaar kaa KHuddaarii kaa
Allama Iqbal
Nazm
subh-e-azadi (August-47)
ye daaG daaG ujaalaa ye shab-gaziida sahar
vo intizaar thaa jis kaa ye vo sahar to nahii.n