SEARCH RESULTS
Showing search results for "इब्तिदा"
Nazm MATCHES FOR "इब्तिदा"
Nazm
saza
mai.n ibtidaa-e-ishq se be-mehr hii rahaa
tum intihaa-e-ishq kaa me.aar hii raho
Jaun Eliya
Nazm
parchhaiyan
yahii fazaa thii yahii rut yahii zamaana thaa
yahii.n se ham ne mohabbat kii ibtidaa kii thii
Sahir Ludhianvi
Nazm
zauq o shauq
gaah ba-hiila mii-barad, gaah ba-zor mii-kashad
ishq kii ibtidaa ajab ishq kii intihaa ajab!
Allama Iqbal
Nazm
kaun si uljhan ko suljhate hain ham?
ye samajh kar jur.a-e-pinhaa.n ko.ii
shaayad aaKHir ibtidaa-e-raaz kaa iimaa bane!
Noon Meem Rashid
Nazm
haqiqat
agar haqiiqat hai kuchh to ye ik havaa kaa jho.nkaa
jo ibtidaa se safar me.n hai
Muneer Niyazi
Nazm
guman ka mumkin- jo tu hai main hun
(naha.ng kii ibtidaa me.n hai ik naha.ng shaamil
naha.ng kaa dil naha.ng kaa dil!)
Noon Meem Rashid
Nazm
aaftab
nai ibtidaa ko.ii na ko.ii intihaa tirii
aazaad qaid-e-avval-o-aaKHir ziyaa tirii
Allama Iqbal
Nazm
wapsi ka safar
vo iKHtiyaar jo tum ne qafas me.n Dhaal diyaa
usii qafas se rihaa.ii hai ibtidaa merii
Ameeta Parsuram Meeta
Nazm
mohabbat mein KHuda bhi mubtala hai
mohabbat haar kar bhii surKH-ruu hai
mohabbat ibtidaa hai intihaa hai
Naeem Zarrar Ahmad
Nazm
man tu shudam tu man shudi
ik fanaa apnii ibtidaa jaanaa.n
ik fanaa apnii intihaa jaanaa.n