SEARCH RESULTS
Showing search results for "क़ुर्बत"
Nazm MATCHES FOR "क़ुर्बत"
Nazm
koi ye kaise batae
itnii qurbat hai to phir faasla itnaa kyuu.n hai
dil-e-barbaad se niklaa nahii.n ab tak ko.ii
Kaifi Azmi
Nazm
ye meri ghazlen ye meri nazmen
jo terii qurbat tirii judaa.ii
me.n kaT ga.e roz-o-shab tire hai.n
Ahmad Faraz
Nazm
etiraf
ab mai.n vo jazba-e-maasuum kahaa.n se laa.uu.n
mere saa.e se Daro tum mirii qurbat se Daro
Asrarul Haq Majaz
Nazm
hitch-hiker
terii chaahat bhii muqaddas terii qurbat bhii bahisht
des paradesh kii tafriiq ghaTegii kaise
Ahmad Faraz
Nazm
influenza se corona tak
dekhne se buraa kuchh nahii.n hai
terii qurbat me.n yaa tujh se duurii pe jitnii guzaarii
Tahzeeb Hafi
Nazm
KHadsha
tirii qasam tirii qurbat ke mausamo.n ke baGair
zamii.n pe mai.n bhii akelaa phiraa KHudaa kii tarah
Mohsin Naqvi
Nazm
aaj ki baaten kal ke sapne
maazii o haal kii tafriiq vo qurbat ye firaaq
pyaar gulshan se chalaa aayaa hai zindaano.n me.n
Qateel Shifai
Nazm
bunda
tuu kabhii merii judaa.ii na gavaaraa kartii
yuu.n tirii qurbat-e-ra.ngii.n ke nashe me.n mad.hosh
Majeed Amjad
Nazm
qasam us badan ki
guzrii.n jo qurbat me.n tere badan kii
gahrii aa.nkho.n vaalii Gam-gusaar shabe.n
Zahid Hasan
Nazm
aurat
qurbat ko mere pyaar kii Dhuu.nDaa kare.nge aap
ik hashr is jahaan me.n barpaa kare.nge aap
Meena Naqvi
Nazm
ek adhuri dastan
bahut qurbat bahut apnaa.iyat mahsuus kartaa thaa
zehn ke paas paataa thaa use apnaa samajhtaa thaa
Abu Bakr Abbad
Nazm
alif aur be ke nam
qurbat kii garmii se pashemaanii ke aa.nsuu
diye kii tarah se jal uTThe.n
Zehra Nigaah
Nazm
mata-e-ghair
kaun jaane mire imroz kaa fardaa kyaa hai
qurbate.n ba.Dh ke pashemaan bhii ho jaatii hai.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
ishq mahi baghair aab
qurbat-e-jaa.n ke mushk hote hii
ik samundar ke KHushk hote hii
Khursheed Akbar
Nazm
jila-watani
tirii aur mirii sarhado.n ke vo sab faasle
jo magar qurbato.n ke sivaa kuchh na the