SEARCH RESULTS
Showing search results for "गिरेबान"
Nazm MATCHES FOR "गिरेबान"
Nazm
chand roz aur meri jaan
ham ko rahnaa hai pe yuu.nhii to nahii.n rahnaa hai
ajnabii haatho.n kaa be-naam giraa.n-baar sitam
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
mata-e-ghair
zindagii yuu.n to hamesha se pareshaan sii thii
ab to har saa.ns giraa.n-baar hu.ii jaatii hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
shishon ka masiha koi nahin
yaado.n ke girebaano.n ke rafuu
par dil kii guzar kab hotii hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
hum to majbur-e-wafa hain
mabaadaa ho ko.ii zaalim tiraa garebaa.n-giir
lahuu ke daaG tuu daaman se dho, hu.aa so hu.aa''
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
hitch-hiker
mai.n ye pairaahan-e-jaa.n kaise badal saktaa huu.n
ki tiraa haath mere dil ke garebaan me.n hai
Ahmad Faraz
Nazm
aaj ek harf ko phir DhunDta phirta hai KHayal
Dhuu.nDtii phirtii hai mutrib ko phir us kii aavaaz
joshish-e-dard se majnuu.n ke garebaa.n kii tarah
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
shikast
rah gayaa dab ke giraa.n-baar salaasil ke tale
merii darmaa.nda javaanii kii uma.ngo.n kaa KHarosh
Sahir Ludhianvi
Nazm
kar gae kuch kahan
ab na tiflaa.n ko KHabar hai kisii diivaane kii
aur na aavaaz ki ''o chaak garebaa.n vaale''
Ahmad Faraz
Nazm
lucknow
dast-e-junuu.n ko rokiye ye KHabt chho.Diye
rusvaa hai yuu.nhii chaak-e-garebaan-e-lucknow
Asrarul Haq Majaz
Nazm
hubb-e-watan
pahno jab ko.ii umda tum poshaak
karo daaman se taa garebaa.n chaak
Altaf Hussain Hali
Nazm
august-1952
raushan kahii.n bahaar ke imkaa.n hu.e to hai.n
gulshan me.n chaak chand garebaa.n hu.e to hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
rishwat
jaa.e.n kap.De ke liye to daam sun kar dil hile
jab garebaa.n taa-ba-daaman aa.e to kap.Daa mile