SEARCH RESULTS
Showing search results for "तख़रीब"
Nazm MATCHES FOR "तख़रीब"
Nazm
wirsa
soch le phir ko.ii ta.amiir giraane jaanaa
terii ta.amiir se hai ja.ng ki taKHriib se ja.ng
Sahir Ludhianvi
Nazm
teri hansi
zaraa sii jur.at-e-idraak hii se kyaa hogaa
gurez o raj.at o taKHriib hii sahii lekin
Mustafa Zaidi
Nazm
ab KHub hansega diwana
taKHriib kii tope.n chhuuTe.ngii
ta.amiir kii kaliyaa.n phuuTe.ngii
Hafeez Jalandhari
Nazm
baba guru-nanak dev
baaGbaa.n jo the vo KHud the mahv-e-taKHriib-e-chaman
al-Garaz big.Dii hu.ii thii anjuman kii anjuman
Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar
Nazm
idhar bhi aa
taqdiir kuchh ho, kaavish-e-tadbiir bhii to hai
taKHriib ke libaas me.n ta.amiir bhii to hai
Asrarul Haq Majaz
Nazm
mahatma-gandhi
taKHriib-parastii se thii nafrat us ko
parchaar ahinsaa kaa kiyaa baapuu ne
Charkh Chinioti
Nazm
taKHrib-karon ki shahadat
ek din jannat me.n bolaa ik shahiid-e-haq-shanaas
maslak-e-haq par nahii.n hai merii jannat kii asaas
Khalid Irfan
Nazm
mazdur be-chaara
taKHriib ke bando.n ko bas ab ho nahii.n saktii
insaan kii insaan se tafriiq gavaaraa
Hindi gorakhpurii
Nazm
KHanjar talash karta hai
fazaa-e-dahr me.n taKHriib kaa alam-bardaar
hayaat-saaz payambar talaash kartaa hai
Bebak Bhojpuri
Nazm
la-intiha abhi
ghar kar chuke hai.n taKHriib ke abaabiil
nafas nafas me.n ghuTan kaa jazba
Karamat Ali Karamat
Nazm
aaKHiri shab
apnii taKHriib ke aadam ko dikhaa.e jauhar
aur phir ahl-e-siyaasat ke hai.n ehsaan bahut
Naim Siddiqi
Nazm
ilm-o-KHudi
gahvaara-e-taKHriib hai vo ilm-e-ma.iishat
shaahii.n ko jo ta.amiir-e-nasheman pe ubhaare