SEARCH RESULTS
Showing search results for "मदहोश"
Nazm MATCHES FOR "मदहोश"
Nazm
raqib se!
aashnaa hai.n tire qadmo.n se vo raahe.n jin par
us kii mad.hosh javaanii ne inaayat kii hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
mujhe sochne de
dar-o-diivaar pe anvaar kaa sailaab-e-ravaa.n
jaise ik shaa.er-e-mad.hosh ke KHvaabo.n kaa jahaa.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
be-karan raat ke sannaTe mein
jazba-e-shauq se ho jaate hai.n a.azaa mad.hosh
aur lazzat kii giraa.n-baarii se
Noon Meem Rashid
Nazm
bunda
tuu kabhii merii judaa.ii na gavaaraa kartii
yuu.n tirii qurbat-e-ra.ngii.n ke nashe me.n mad.hosh
Majeed Amjad
Nazm
ittifaqat
us ke bose se ho.n mad.hosh saman aur gulaab
shabnamii ghaas pe do paikar-e-yaKH-basta mile.n,
Noon Meem Rashid
Nazm
yaad
vo to tuufaan thii, sailaab ne paalaa thaa use
us kii mad.hosh uma.ngo.n kaa fusuu.n kyaa kahiye
Mustafa Zaidi
Nazm
tel ke saudagar
buKHaaraa samarqand niindo.n me.n mad.hosh
ik niil-guu.n KHaamushii ke hijaabo.n me.n mastuur
Noon Meem Rashid
Nazm
mrs-sala-manka
shumaalii zamiino.n ke zartaab o unnaab o qurmuz daraKHto.n
ke mad.hosh baaGo.n se aage
Noon Meem Rashid
Nazm
aaKHiri raat
thamaa jab zindagii kaa josh parKHaash-e-ajal jaagii
amal ko dekh kar mad.hosh paadaash-e-amal jaagii
Hafeez Jalandhari
Nazm
guru-nanak dev ji
tirii sharaab se mad.hosh ho ga.e mai-KHvaar
du.ii miTaa ke ham aaGosh ho ga.e mai-KHvaar
Darshan Singh
Nazm
sitare
sunaate hai.n use ik daastaa.n aahista aahista
dayaar-e-zindagii mad.hosh hai un ke takallum se
Noon Meem Rashid
Nazm
shri guru-nanak
nasha-e-husn-e-haqiiqii se the madhosh-e-azal
baada-e-naab se sarshaar guruu-naanak the