SEARCH RESULTS
Showing search results for "मनाना"
Nazm MATCHES FOR "मनाना"
Nazm
pyar ka jashn
pyaar kaa jashn na.ii tarah manaanaa hogaa
Gam kisii dil me.n sahii Gam ko miTaanaa hogaa
Kaifi Azmi
Nazm
jashn-e-azadi
dosto! yuu.n jashn-e-aazaadii manaanaa chaahiye?
chaaval aur gandum na kuchh faulaad paidaa kiijiye
Sarfaraz Shahid
Nazm
urdu ke nam
ishq kaa raag jo gaanaa ho mai.n urdu boluu.n
kisii ruuThe ko manaanaa ho mai.n urdu boluu.n
Ajay Sahaab
Nazm
diwali aai
nuur-e-ulfat se sajaanaa hai na.e bhaarat ko
mil ke tyauhaar divaalii kaa manaanaa hai tumhe.n
kanval Dibaivi
Nazm
o pas hone wale
vo khel khel hii me.n kuchh der ruuTh jaanaa
phir ek duusre ko aapas me.n hii manaanaa
Kaif Ahmed Siddiqui
Nazm
chhuTTi ka zamana
school band hai.n sab ab sair ko hai jaanaa
likhnaa hai ab na pa.Dhnaa bas chhuTTiyaa.n manaanaa
Mohammad Asadullah
Nazm
diwali
hind kii KHvaabiida qismat ko jagaanaa chaahiye
shauq se phir tujh ko diivaalii manaanaa chaahiye
Shatir Hakeemi
Nazm
diwali 1958
phir KHalq kaa fart-e-KHushii se jashn manaanaa
bichh.Do.n ko milaane kaa hai paiGaam diivaalii
Prem Lal Shifa Dehlvi
Nazm
raushni tez karo
saj do maGmuum fazaa.o.n me.n charaaGo.n kii baraat
sogvaaraana sahii jashn manaanaa hogaa
Shamim Karhani
Nazm
bahrupiya
chhaTii jis kii manaanaa thii tumhe.n aaj
naak me.n hai oxygen tube us ke
Shariq Kaifi
Nazm
eid ka chand dekh kar
bhiik ke paiso.n ko dastaar-e-anaa me.n rakh kar
saathiyo eid manaane kii zaruurat kyaa hai
Moazzam Ali Khan
Nazm
fail hone wale ki fariyaad
vo khel khel hii me.n kuchh der ruuTh jaanaa
phir ek duusre ko aapas hii me.n manaanaa