SEARCH RESULTS
Showing search results for "शिकवे"
Nazm MATCHES FOR "शिकवे"
Nazm
jawab-e-shikwa
kuchh jo samjhaa mire shikve ko to rizvaa.n samjhaa
mujh ko jannat se nikaalaa hu.aa insaa.n samjhaa
Allama Iqbal
Nazm
wasoKHt
sach hai hamii.n ko aap ke shikve bajaa na the
be-shak sitam janaab ke sab dostaana the
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
yaad
kyaa kyaa na husn-e-yaar se shikve the ishq ko
kyaa kyaa na sharmsaar banaatii chalii ga.ii
Jigar Moradabadi
Nazm
unki taswir dekh kar
bhole-bhaale ho to de do mire shikvo.n kaa javaab
tum ne kyaa peshtar apnaa na banaayaa mujh ko
Shakeel Badayuni
Nazm
bewa ki KHud-kushi
hasrate.n dam to.Dtii hai.n yaas kii aaGosh me.n
saik.Do.n shikve machalte hai.n lab-e-KHaamosh me.n
Kaifi Azmi
Nazm
shikwa
jur.at-aamoz mirii taab-e-suKHan hai mujh ko
shikva allaah se KHaakam-ba-dahan hai mujh ko
Allama Iqbal
Nazm
sher bechaara
us se shikve shikaayate.n sun kar
ta.ane detii hai ham ko saas bahut
Ahmad Hatib Siddiqi
Nazm
hum jo tarik rahon mein mare gae
kis ko shikva hai gar shauq ke silsile
hijr kii qatl-gaaho.n se sab jaa mile
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
tum jo chaho kar sakti ho
mere ho.nTo.n ko shikve kii aadat nahii.n
tumhe.n lagtaa hai
mustafa arbab
Nazm
achchhi baaten
apne dushman se KHud gale mil kar
saare shikve-gile tamaam karo