SEARCH RESULTS
Showing search results for "हंगामा-तलब"
Nazm MATCHES FOR "हंगामा-तलब"
Nazm
sharare
ain ha.ngaam-e-tarab ruuh-e-tarab tharraa ga.ii
daf.atan dil ke ufuq par ik ghaTaa sii chhaa ga.ii
Asrarul Haq Majaz
Nazm
be-saKHta dil ye chahta hai
hangaama-e-roz-o-shab se haT kar
kuchh der ko zaat se nikal kar
Saima Esma
Nazm
sachcha diya
apnii pichhlii saal-girah par mai.n ye soch rahaa thaa
kitne diye jalaa.uu.n mai.n?
Akbar Hyderabadi
Nazm
Dhalti raat
kaun jaane ki abhii raat hai kitnii baaqii
umr-e-hangaama-e-zulmaat hai kitnii baaqii
Takht Singh
Nazm
faisla
aaj sochaa hai ki ehsaas ko zaa.il kar duu.n
apne shoriida iraade ko apaahij kar luu.n
Akhtarul Iman
Nazm
irfan
sho'la-zan un ke lahuu me.n hai jalaal-e-mahmuud
aaj tak jo tah-e-mehraab rahe vaqf-e-sujuud
Afsar Seemabi Ahmad Nagari
Nazm
shikast
apne siine se lagaa.e hu.e ummiid kii laash
muddato.n ziist ko naashaad kiyaa hai mai.n ne
Sahir Ludhianvi
Nazm
id
ko.ii be-saaKHta ehsaas na jazba na lahak
be-dilii sii thii ajab iid ke hangaame me.n
Naseem Syed
Nazm
fareb aur fareb ke darmiyan
mutriba saaz uThaa shor-e-shakebaa.ii kar
aa ki har saa'at-e-kamyaab Ganiimat jaane.n