SEARCH RESULTS
Showing search results for "हराम"
Nazm MATCHES FOR "हराम"
Nazm
subh-e-azadi (August-47)
badal chukaa hai bahut ahl-e-dard kaa dastuur
nashaat-e-vasl halaal o azaab-e-hijr haraam
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
masjid-e-qurtuba
mard-e-KHudaa kaa amal ishq se saahab faroG
ishq hai asl-e-hayaat maut hai us par haraam
Allama Iqbal
Nazm
KHuda wo waqt na lae
KHudaa vo vaqt na laa.e ki sogvaar ho tuu
sakuu.n kii nii.nd tujhe bhii haraam ho jaa.e
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
muflisi
muflis kare hai us ke ta.ii.n insiraam aah
samjhe na kuchh halaal na jaane haraam aah
Nazeer Akbarabadi
Nazm
jaun-eliya se aaKHri mulaqat
sharaab-noshii haraam hai to
ye mas.ala bhii ba.Daa ajab hai
Tariq Qamar
Nazm
sham-e-ayaadat
magar abhii to zindagii musiibato.n kaa naam hai
abhii to nii.nd maut kii mire liye haraam hai
Firaq Gorakhpuri
Nazm
bewa ki KHud-kushi
ho ga.ii beva kii KHaatir nii.nd bhii jaise haraam
muKHtasar saa ahd-e-vaslat de gayaa soz-e-davaam
Kaifi Azmi
Nazm
saman diwali ka
goyaa unho.n ke vaa.n raaj aa gayaa divaalii kaa
siraf haraam kii kau.Dii kaa jin kaa hai bevpaar
Nazeer Akbarabadi
Nazm
ek bewafa ke nam
tujh par nashaat-o-aish kii raate.n haraam ho.n
mar jaa.e.n tere saaz ke naGme KHudaa kare
Owais Ahmad Dauran
Nazm
wa-yabqa-wajh-o-rabbik (hum dekhenge)
ham ahl-e-safaa marduud-e-haram
masnad pe biThaa.e jaa.e.nge
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
tere baad
adaa-e-husn kaa lutf-e-KHiraam be-ma.anii
suruud-e-shauq kii lazzat haraam tere ba.ad
Saifuddin Saif
Nazm
jawab-e-shikwa
baada-aashaam na.e baada nayaa KHum bhii na.e
haram-e-kaaba nayaa but bhii na.e tum bhii na.e