SEARCH RESULTS
Showing search results for " ajnabii KHat o KHaal"
Nazm MATCHES FOR "ajnabii KHat o KHaal"
Nazm
bas ye bala-e-ishq
yaa to KHudaa hasiino.n ko kuchh KHatt-o-KHaal de
varna unhe.n KHudaa.ii se baahar nikaal de
Zareef Jabalpuri
Nazm
tajdid-e-amal
kar fikr-e-amal zikr-e-KHat-o-KHaal abas hai
ai 'faiz' zaraa apne KHayaalaat badal Daal
Faiz Ludhianvi
Nazm
apahij gaDi ka aadmi
KHat-o-KHaal se gesu.o.n kii mahak chaal se naapte hai.n
sa.uubat se janjaal se naapte hai.n
Akhtarul Iman
Nazm
hinDola
Garaz ki ye hai.n mire bachpane kii tasviire.n
nadiim aur bhii kuchh KHatt-o-KHaal hai.n un ke
Firaq Gorakhpuri
Nazm
nuqush
terii suurat to bahut der hu.ii bhuul ga.ii
ab to apne bhii KHat-o-KHaal mujhe yaad nahii.n
Prem Warbartani
Nazm
barf-bari
umr-e-rafta ke KHat-o-KHaal-e-nihaa.n
ko.ii mushkil hii se pahchaanegaa
Muneebur Rahman
Nazm
suKHanwaran-e-ahd se KHitab
maanaa kii hadiis-e-KHat-o-ruKHsaar ke aage
bekaar hai mashshaa.iiyo.n kii falsafa-daanii
Zafar Ali Khan
Nazm
intiqam
us kaa chehra, us ke KHadd-o-KHaal yaad aate nahii.n
ik shabistaa.n yaad hai
Noon Meem Rashid
Nazm
main kab se be-Khaal-o-KHat paDa hun
tamaam mafhuum ab, kahaa.n hai
mai.n kab se be-KHaal-o-KHat pa.Daa huu.n
Qasim Yaqub
Nazm
ijazat chahiye hum ko
ijaazat chaahiye ham ko tumhaare KHaal-o-KHad o.Dhe.n
tumhaare husn ke bargad ke saa.e
Nadeem Najid
Nazm
mayurka
mire tamaam dost ajnabii rafaaqato.n me.n gum
mirii nazar me.n tere KHadd-o-KHaal tere KHvaab the