SEARCH RESULTS
Showing search results for "chaak-e-jaib"
Nazm MATCHES FOR "chaak-e-jaib"
Nazm
lucknow
dast-e-junuu.n ko rokiye ye KHabt chho.Diye
rusvaa hai yuu.nhii chaak-e-garebaan-e-lucknow
Asrarul Haq Majaz
Nazm
wazire chunin
aur kaarobaar-e-vazaarat me.n
pahle se bhii chaaq-o-chauband-tar ho ga.e hai.n
Noon Meem Rashid
Nazm
sham
Dhuu.nDhtaa hai jo KHaraabii ke bahaane kab se
chaak-e-har-baam har ik dar kaa dam-e-aaKHir hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
kushtagan-e-KHanjar-e-taslim-ra
bayaabaano.n kii paimaa.ish
mire chaak-e-garebaa.n se
Farrukh Yar
Nazm
band ho jae meri aankh agar
is dariiche ko khulaa rahne do
ye dariicha hai mirii shauq kaa chaak-e-daamaa.n
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Nazm
husn-e-sarsabz DhunD lo mujhko
jis tarah chaak-e-zindagii pe vujuud
jis tarah aal-e-ahmadii pe daruud
Nadeem Najid
Nazm
hum log
hamaare chaak-e-garebaa.n ko dekhne vaalo
vatan ko rashk-e-gulistaa.n banaa.e.nge ham log
Azmat Abdul Qayyum Khan
Nazm
wajd
zindagii chaak-e-musalsal pe pa.Dii ghuumtii hai
jism roTii ke nivaalo.n me.n pha.nsaa.e mujh ko
Humaira Gul Tishna
Nazm
payam
pesha hai meraa chaak-e-jigar kii rafuu-garii
ukh.De hu.e dilo.n kii marammat hai meraa kaam
Sada Ambalvi
Nazm
jahan-naward
chaak-e-taKHliiq par ek jaisii hii aadam kii shakle.n bane.n
ruuh kii aabiyaarii bhii yaksaa.n hu.ii
Irfan Shahood
Nazm
ai zamistan ki hawa tez na chal
abhii kartaa hai chaman chaak-e-garebaa.n ko rafuu
yuu.n to qaanuun hai.n fitrat ke aTal
Aslam Ansari
Nazm
jashn-e-id
kisii ne atlas-o-kamKHvaab kii qabaa pahnii
kisii ne chaak-e-garebaa.n kisii ne zaKHm siye
Shakeb Jalali
Nazm
muddat ke baad
ab vo junuu.n rahaa hai na vo mausam-e-bahaar
baiThaa huu.n apnaa chaak-e-girebaa.n siye hu.e
Himayat Ali Shayar
Nazm
bahut hai ek nazar
hazaar chaak hai.n daamaan-e-zindagii ke magar
jo ek chaak-e-garebaa.n sile to kyaa kam hai!