SEARCH RESULTS
Showing search results for "fasaad"
Nazm MATCHES FOR "fasaad"
Nazm
dosti ka hath
faqat tumhii.n ko nahii.n ra.nj-e-chaak-daamaanii
ki sach kahe.n to dariida-libaas ham bhii hai.n
Ahmad Faraz
Nazm
iblis ki majlis-e-shura
mashriq-o-maGrib kii qaumo.n ke liye roz-e-hisaab
is se ba.Dh kar aur kyaa hogaa tabii.at kaa fasaad
Allama Iqbal
Nazm
mujhe sochne de
nau-e-insaa.n me.n ye sarmaaya o mehnat kaa tazaad
amn o tahziib ke parcham tale qaumo.n kaa fasaad
Sahir Ludhianvi
Nazm
hubb-e-watan
ai sip.har-e-barii.n ke sayyaaro
ai fazaa-e-zamii.n ke gul-zaaro
Altaf Hussain Hali
Nazm
jaun-eliya se aaKHri mulaqat
jo ik KHalaa hai ye kyaa balaa hai
ye diin-o-maz.hab faqat kitaabe.n
Tariq Qamar
Nazm
guru-nanak dev ji
ataa kiyaa dil-e-bedaar zindagii baa.nTii
fasaad-o-ja.ng kii duniyaa me.n shaa.ntii baa.nTii
Darshan Singh
Nazm
zarurat-e-ittihad
har taraf hai fasaad ha.ngaama
ko.ii rustam hai aur ko.ii gaamaa
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
gandhi-ji ki aawaz
jalaa.o mere payaamaat ke diye yaaro
tumhaare zehno.n me.n makruuh saazish aur fasaad
Nazish Partap Gadhi
Nazm
janm-ashTami
fasaad se unhe.n nafrat thii jo hai mujh ko bhii
aur us pe de rahii fitrat mirii shahaadat hai
Zafar Ali Khan
Nazm
ghar ki raunaq
nifaaq o buGz o ta.assub ke aa ga.e rele
zabaa.n kii aa.D me.n ahl-e-fasaad khul-khele
Raza Naqvi Vahi
Nazm
curfew mein mushaera
aise me.n jab ki shahr ke sab raaste ho.n band
sa.Dko.n pe aa ga.e the ye baa-zauq shar-pasand
Khalid Irfan
Nazm
fasad ke baad
fasaad-e-shahr tham gayaa
fazaa me.n bas ga.ii hai ek zahr-naak KHaamushii