SEARCH RESULTS
Showing search results for "hujuumo.n"
Nazm MATCHES FOR "hujuumo.n"
Nazm
muhasara
bas ik musaahib-e-darbaar ke ishaare par
gadaa-garaan-e-suKHan ke hujuum saamne hai.n
Ahmad Faraz
Nazm
etiraf
bazm-e-parvii.n thii nigaaho.n me.n kaniizo.n kaa hujuum
laila-e-naaz barafganda-naqaab aatii thii
Asrarul Haq Majaz
Nazm
masjid-e-qurtuba
terii binaa paa.edaar tere sutuu.n be-shumaar
shaam ke sahraa me.n ho jaise hujuum-e-nuKHiil
Allama Iqbal
Nazm
KHuda wo waqt na lae
Gamo.n se aa.iina-e-dil gudaaz ho teraa
hujuum-e-yaas se betaab ho ke rah jaa.e
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ek rah-guzar par
siyaah zulfo.n me.n vaarafta nik.hato.n kaa hujuum
taviil raato.n kii KHvaabiida raahato.n kaa hujuum
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
kisan
ek dil aur ye hujuum-e-sogvaarii haa.e haa.e
ye sitam ai sa.ng-dil sarmaaya-daarii haa.e haa.e
Josh Malihabadi
Nazm
lucknow
har samt ik hujuum-e-nigaaraan-e-lucknow
aur mai.n ki ek shoKH-Gazal-KHvaan-e-lucknow
Asrarul Haq Majaz
Nazm
munajat-e-bewa
bhed tire hukmo.n me.n hai.n kyaa kyaa
ek ko tuu ne shaad kiyaa hai
Altaf Hussain Hali
Nazm
autograph
gire ba.Dhe mu.De bha.nvar hujuum ke
kha.Dii hai.n ye bhii raaste pe ik taraf
Majeed Amjad
Nazm
mere kamre mein utar aai KHamoshi phir se
kitnaa be-nutq hai yaado.n kaa hujuum
jaise ho.nTo.n kii fazaa yaKH-basta
Mohsin Naqvi
Nazm
nashat-e-umid
hotaa hai naumiidiyo.n kaa jab hujuum
aatii hai hasrat kii ghaTaa jhuum jhuum
Altaf Hussain Hali
Nazm
inqalab
hujuum-e-shauq sar-e-rahguzaar kab se hai
guzar bhii jaa ki tiraa intizaar kab se hai