SEARCH RESULTS
Showing search results for "ilahi"
Nazm MATCHES FOR "ilahi"
Nazm
parinde ki fariyaad
is qaid kaa ilaahii dukh.Daa kise sunaa.uu.n
Dar hai yahii.n qafas me.n mai.n Gam se mar na jaa.uu.n
Allama Iqbal
Nazm
barsat ki bahaaren
allaah ke naqaare naubat ke baj rahe hai.n
kyaa kyaa machii hai.n yaaro barsaat kii bahaare.n
Nazeer Akbarabadi
Nazm
jaun-eliya se aaKHri mulaqat
sitam to ye hai ki chiiKH ko bhii suKHan ke zumre me.n rakh diyaa hai
ilaahii tauba
Tariq Qamar
Nazm
bhaarat ke musalman
ajmer kii dargaah-e-mua.allaa terii jaagiir
mahbuub-e-ilaahii kii zamii.n par tirii tanviir
Jagan Nath Azad
Nazm
shikwa
jur.at-aamoz mirii taab-e-suKHan hai mujh ko
shikva allaah se KHaakam-ba-dahan hai mujh ko
Allama Iqbal
Nazm
wa-yabqa-wajh-o-rabbik (hum dekhenge)
bas naam rahegaa allaah kaa
jo Gaa.eb bhii hai haazir bhii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
jawab-e-shikwa
is qadar shoKH ki allaah se bhii barham hai
thaa jo masjuud-e-malaa.ik ye vahii aadam hai
Allama Iqbal
Nazm
yakum may
mil ke maalik ko magar yaad apnii naanii aa.ii hai
yaa ilaahii kyaa balaa-e-aasmaanii aa.ii hai
Syed Mohammad Jafri
Nazm
aaKHiri raat
na husn o ishq ne paa.ii amaa.n qahr-e-ilaahii se
dabii paadaash amiirii se faqiirii se na shaahii se
Hafeez Jalandhari
Nazm
muhasara
ye shart-naama jo dekhaa to elchii se kahaa
use KHabar nahii.n taariiKH kyaa sikhaatii hai
Ahmad Faraz
Nazm
bachche ki dua
mire allaah! buraa.ii se bachaanaa mujh ko
nek jo raah ho us rah pe chalaanaa mujh ko