SEARCH RESULTS
Showing search results for "liyaqat"
Nazm MATCHES FOR "liyaqat"
Nazm
imtihan mein kaamyabi
KHudaa kaa shukr hai ham imtihaa.n me.n paas hu.e
jinhe.n thaa apnii liyaaqat pe e'tibaar bahut
Kaif Ahmed Siddiqui
Nazm
aadmi
is ke sar me.n hai nihaa.n aisaa dimaaG
jis me.n raushan hai liyaaqat kaa charaaG
Faiz Ludhianvi
Nazm
mahmud-o-ayaz
kabhii kabhii use hotaa hai apnii zaat pe naaz
kabhii ghamanD liyaaqat pe aur sifaat pe naaz
Shauq Bahraichi
Nazm
talwar aur qalam
ek hai jangii shujaa.at kaa nishaa.n
ek hai ilmii liyaaqat kaa nishaa.n
Faiz Ludhianvi
Nazm
dil-e-nadan
shaa.ir ko apne husn-e-liyaaqat pe naaz hai
aashiq ko apne siina-e-biryaa.n pe naaz hai
Narayan Das Puri
Nazm
shaeraat aur shair mein kabaDDi
shaa.ir jo shaa.eraat kii paalii kii had me.n thaa
dau.Daa ke shaa.eraat ne us ko paka.D liyaa
Sheikh Nizami
Nazm
ai ishq hamein barbaad na kar
ai ishq hame.n barbaad na kar
duniyaa kaa tamaashaa dekh liyaa Gamgiin sii hai betaab sii hai
Akhtar Shirani
Nazm
sab maya hai
ik naam to baaqii rahtaa hai, gar jaan nahii.n
jab dekh liyaa is saude me.n nuqsaan nahii.n
Ibn e Insha
Nazm
nazm
tuu ne chaahaa thaa jise vo tire nazdiik to hai
kaun se Gam ne tujhe chaaT liyaa andar se
Tahzeeb Hafi
Nazm
kisi ko udas dekh kar
hu.aa hii kyaa jo zamaane ne tum ko chhiin liyaa
yahaa.n pe kaun hu.aa hai kisii kaa socho to
Sahir Ludhianvi
Nazm
KHamosh aawaz
ye na samajhnaa mai.n ne tum se
jaan ke yuu.n mu.nh mo.D liyaa hai
Jan Nisar Akhtar
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
daam-e-siimiin-e-taKHayyul hai miraa aafaaq-giir
kar liyaa hai jis se terii yaad ko mai.n ne asiir
Allama Iqbal
Nazm
makan
aa.ndhiyaa.n to.D liyaa kartii thii.n sham.o.n kii lave.n
ja.D diye is liye bijlii ke sitaare ham ne
Kaifi Azmi
Nazm
online aashiq
kaam maktuub kaa mouse se liyaa jaataa hai
aah-e-sozaa.n ko bhii upload kiyaa jaataa hai
Khalid Irfan
Nazm
nazm
jab ehtiraam kiyaa kartii thii sabaa meraa
bahaar khoj liyaa kartii thii pata meraa