SEARCH RESULTS
Showing search results for "parda-sa.nj-e-zamzama-e-al-amaa.n"
Nazm MATCHES FOR "parda-sa.nj-e-zamzama-e-al-amaa.n"
Nazm
KHiraj-aqidat
ik nayaa paGambar-e-amn-o-amaa.n paidaa hu.aa
kaarvaa.n me.n ik amiir-e-kaarvaa.n paidaa hu.aa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
dil hasin hai to mohabbat bhi hasin paida kar
pahle to husn-e-amal husn-e-yaqii.n paidaa kar
phir isii KHaak se firdaus-e-barii.n paidaa kar
Jigar Moradabadi
Nazm
husn-e-amal
TuuT jaa.e jin se taG.iir-e-zamaana kaa fusuu.n
vo yaqii.n paidaa kare.n vo hausla paidaa kare.n
Mansha ur Rahman Khan Mansha
Nazm
b amman se KHitab
tuu ne ramz-e-qalb-e-maKHfii aashkaaraa kar diye
ma.anii-e-ilm-o-amal parda se be-parda kiye
Bilqees Jamal Barelwi
Nazm
fasla
to hausla bhii milaa hotaa sang o aahan saa
magar KHudaa ko ye sab sochne kaa vaqt kahaa.n?
Akhtarul Iman
Nazm
pahli nazar
haa.e vo pahlii nazar vo us kii aa.nkho.n ke payaam
vo lajaa kar muskuraa kar dast-e-naazuk se salaam
Hasrat Jaipuri
Nazm
jawab-e-shikwa
aaj bhii ho jo braahiim kaa iimaa.n paidaa
aag kar saktii hai andaaz-e-gulistaa.n paidaa
Allama Iqbal
Nazm
andeshe
us kaa ehsaas-e-latiif aur shikast-e-armaa.n
ta.ana-zan ek zamaana nazar aayaa hogaa
Kaifi Azmi
Nazm
fasana-e-adam
hu.ii.n jahaan-e-amal me.n sharii.ate.n paidaa
KHudaa ke naam pe barpaa jo kii KHudii mai.n ne
Jameel Mazhari
Nazm
gandhi
naqsh-e-farsuuda se paidaa ik na.ii tasviir kii
KHaak se sho.ale uThe aur aasmaa.n par chhaa ga.e
Sahir Hoshiyarpuri
Nazm
bedari
tujh me.n abhii paidaa nahii.n saahil kii talab bhii
vo paakii-e-fitrat se hu.aa mahram-e-aamaaq
Allama Iqbal
Nazm
wed
nuur-e-iimaa.n se jo paidaa ho safaa siine me.n
aks us kaa nazar aataa hai is aa.iine me.n
Chakbast Braj Narayan
Nazm
abhi naKHl-e-ummid sarsabz hai
zaKHm hii zaKHm hai.n KHuun hii KHuun hai
sang-o-aahan KHas-o-KHaak ke Dher me.n