SEARCH RESULTS
Showing search results for "KHanda-e-zaKHm-e-jigar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "KHanda-e-zaKHm-e-jigar"
Ghazal
shaadmaanii baa.is-e-takliif hai mere liye
KHanda-e-zaKHm-e-jigar hai KHanda-peshaanii mirii
Taufeeq Hyderabadi
Ghazal
mai.n mar gayaa thaa KHanda-e-zaKHm-e-jigar se bhii
zaalim ha.nsii me.n jaan ga.ii be-gunaah kii
Safdar Mirzapuri
MORE MATCHES FOR "KHanda-e-zaKHm-e-jigar"
Ghazal
ra.ngii.n banaa ke daaman-e-zaKHm-e-jigar ko mai.n
gulzaar kar rahaa huu.n fazaa-e-nazar ko mai.n
Anwar Saharanpuri
Ghazal
shorish-e-zaKHm-e-jigar taab-o-tavaa.n tak laa.e
is baGaavat ko hamii.n mohr-e-dahaa.n tak laa.e
Arsalan Ahmed Akif
Ghazal
Sahir Siyalkoti
Ghazal
KHanda-e-zaKHm-e-jigar ne dil dukhaayaa aur bhii
jis gha.Dii TuuTaa ko.ii taar-e-rafuu rone lagaa
Munshi Amirullah Tasleem
Ghazal
aah bharne ke liye zaKHm-e-jigar bhii chaahiye
naala-o-fariyaad me.n to chashm-e-tar bhii chaahiye
Basheer Ahmad Basheer
Ghazal
Sajjad Mirza
Rubai
har zaKHm-e-jigar khaayaa hai dil par tan kar
chhalnii ki hu.aa shakl kalejaa chhan kar
Qalaq Merathi
Ghazal
Sudarshan Faakir
Sher
muskuraataa huu.n to rotaa hai miraa zaKHm-e-jigar
rone lagtaa huu.n to ho.nTo.n ko chubhan hotii hai


