SEARCH RESULTS
Showing search results for "KHanda-e-zaKHm-e-jigar"
Ghazal MATCHES FOR "KHanda-e-zaKHm-e-jigar"
Ghazal
shaadmaanii baa.is-e-takliif hai mere liye
KHanda-e-zaKHm-e-jigar hai KHanda-peshaanii mirii
Taufeeq Hyderabadi
Ghazal
mai.n mar gayaa thaa KHanda-e-zaKHm-e-jigar se bhii
zaalim ha.nsii me.n jaan ga.ii be-gunaah kii
Safdar Mirzapuri
Ghazal
pahle to chaak zaKHm-e-jigar dekhte rahe
phir dekhne vaalo.n kii nazar dekhte rahe
Nilofar Noor
Ghazal
ra.ngii.n banaa ke daaman-e-zaKHm-e-jigar ko mai.n
gulzaar kar rahaa huu.n fazaa-e-nazar ko mai.n
Anwar Saharanpuri
Ghazal
shorish-e-zaKHm-e-jigar taab-o-tavaa.n tak laa.e
is baGaavat ko hamii.n mohr-e-dahaa.n tak laa.e
Arsalan Ahmed Akif
Ghazal
Sahir Siyalkoti
Ghazal
KHanda-e-zaKHm-e-jigar ne dil dukhaayaa aur bhii
jis gha.Dii TuuTaa ko.ii taar-e-rafuu rone lagaa
Munshi Amirullah Tasleem
Ghazal
aah bharne ke liye zaKHm-e-jigar bhii chaahiye
naala-o-fariyaad me.n to chashm-e-tar bhii chaahiye
Basheer Ahmad Basheer
Ghazal
Sajjad Mirza
Ghazal
Sudarshan Faakir
Ghazal
dosto vaqt hai phir zaKHm-e-jigar taaza kare.n
parda jumbish me.n hai phir aa.o nazar taaza kare.n
Josh Malihabadi
Ghazal
aag jab zaKHm-e-jigar be-intihaa dene lage
chaara-gar ghabraa ke uf uf kii sadaa dene lage
Javed Lakhnvi
Ghazal
zaKHm-e-jigar ko dast-e-jaraahat se puuchhiye
jo rah ga.ii dilo.n me.n vo hasrat se puuchhiye
Shahid Kamal
Ghazal
jigar ko dekh ke zaKHm-e-jigar ko dekhte hai.n
mire aziiz mire chaaraagar ko dekhte hai.n
Bekhud Mohani
Ghazal
na puuchh kis liye zaKHm-e-jigar ko dekhte hai.n
is aa.ine me.n kisii kii nazar ko dekhte hai.n