SEARCH RESULTS
Showing search results for "KHanda-e-zaKHm-e-jigar"
Nazm MATCHES FOR "KHanda-e-zaKHm-e-jigar"
Nazm
sukut-e-shab
kisii ke halqa-e-zanjiir hii ke saaz baje.n
kisii kaa zaKHm-e-jigar hii chaTak ke de aavaaz
Azhar Qadiri
Nazm
fax
kahaa.n zaKHm-e-jigar is me.n samaa.egaa
na telephone par ashko.n ko ko.ii dekh paa.egaa
Tuaqeer Chughtai
Nazm
ahd-e-wafa
magar jo zaKHm-e-jigar kii pukaar guu.nj uThe
magar jo tishna-labii kaa ko.ii mudaavaa ho
Anjum Azmi
Nazm
bewa aur barsat
barq kii teG hai sitam siina figaar kyo.n na ho
zaKHm-e-jigar hare hu.e yaad-e-bahaar kyo.n na ho
Saqib Kanpuri
Nazm
shikast-e-tauba
us jaan-e-mai-kada kii qasam baarhaa 'jigar'
kul aalam-e-basiit pe mai.n chhaa ke pii gayaa
Jigar Moradabadi
Nazm
dil hasin hai to mohabbat bhi hasin paida kar
ishq hii zinda o paa.inda haqiiqat hai 'jigar'
ishq ko aam banaa zauq-e-yaqii.n paidaa kar
Jigar Moradabadi
Nazm
nargis-e-mastana
tuu saaqi-e-mai-KHaana bhii tuu nashsha o mai bhii
mai.n tishna-e-hastii mujhe mastaana banaa de
Jigar Moradabadi
Nazm
commercial street ki ek sham
talaash-e-husn-o-mudaavaa-e-zaKHm-e-dil ke liye
churaa ke laa.e hai.n do-chaar lamhe duniyaa se
Mahir Mansoor
Nazm
ahl-e-mahfil qarib aa jao
shaayad is lamha-e-musiibat me.n
chashm-e-nam daastaan-e-zaKHm-e-dil
Balraj Komal
Nazm
payam-e-hasti
agar hai chuuknaa manzuur quraa.n kii tilaavat se
baraa-e-zaKHm-e-Gaflat marham-e-zangaar paidaa kar
Azeemuddin Ahmad
Nazm
lori
ai mire nuur-e-nazar laKHt-e-jigar jaan-e-sukuu.n
nii.nd aanaa tujhe dushvaar nahii.n hai so jaa