SEARCH RESULTS
Showing search results for "kalma-e-inkaar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "kalma-e-inkaar"
Ghazal
gar sail-e-KHuraafaat me.n bah jaa.e.n ye aa.nkhe.n
har harf-e-yaqii.n kalma-e-inkaar lagegaa
Akbar Hyderabadi
Ghazal
bhuule hai.n apne farz ko ye KHvaajgaan-e-hind
haq dene me.n bhii karte hai.n inkaar aaj-kal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
agarche dil se huu.n banda buto.n kaa mai.n lekin
zabaa.n pe kalma-e-tahriim-e-laa-ilaah bhii hai
Mirza Asman Jah Anjum
MORE MATCHES FOR "kalma-e-inkaar"
Ghazal
kuchh is qadar bhii buraa.ii nahii.n hai maz.hab me.n
jahaan kalma-e-laa-taqnatuu se zinda hai
Taleef Haidar
Rubai
Josh Malihabadi
Ghazal
KHuu.n hu.aa ashk banaa aur mizha se Tapkaa
dil ki lazzat-kash-e-ra.ngiinii-e-inkaar na thaa
Asar Lakhnavi
Ghazal
hai.n but chhupaa.e hu.e apnii aastiino.n me.n
zabaa.n pe kalma-e-vahdat hai kyaa kiyaa jaa.e
Bismil Aazmi
Ghazal
dahr ko daa.era-e-teG me.n rakhne vaale
vus.at-e-jur.at-e-inkaar tujhe kyaa ma.aluum
Tariq Qamar
Sher
haal biimaar kaa puuchho to shifaa miltii hai
ya.anii ik kalma-e-pursish bhii davaa hotaa hai