SEARCH RESULTS
Showing search results for "kalma-e-inkaar"
Ghazal MATCHES FOR "kalma-e-inkaar"
Ghazal
gar sail-e-KHuraafaat me.n bah jaa.e.n ye aa.nkhe.n
har harf-e-yaqii.n kalma-e-inkaar lagegaa
Akbar Hyderabadi
Ghazal
bhuule hai.n apne farz ko ye KHvaajgaan-e-hind
haq dene me.n bhii karte hai.n inkaar aaj-kal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
agarche dil se huu.n banda buto.n kaa mai.n lekin
zabaa.n pe kalma-e-tahriim-e-laa-ilaah bhii hai
Mirza Asman Jah Anjum
Ghazal
kuchh is qadar bhii buraa.ii nahii.n hai maz.hab me.n
jahaan kalma-e-laa-taqnatuu se zinda hai
Taleef Haidar
Ghazal
KHuu.n hu.aa ashk banaa aur mizha se Tapkaa
dil ki lazzat-kash-e-ra.ngiinii-e-inkaar na thaa
Asar Lakhnavi
Ghazal
hai.n but chhupaa.e hu.e apnii aastiino.n me.n
zabaa.n pe kalma-e-vahdat hai kyaa kiyaa jaa.e
Bismil Aazmi
Ghazal
dahr ko daa.era-e-teG me.n rakhne vaale
vus.at-e-jur.at-e-inkaar tujhe kyaa ma.aluum
Tariq Qamar
Ghazal
suu-e-falak nazar jo uThii to vuzuu kiyaa
merii zabaa.n ne kalma-e-tauhiid ke liye
Afroz Rizvi
Ghazal
'shaad' ham saahib-e-iimaan hai.n ham ne apnii
ziist kaa kalma-e-tauhiid se aaGaaz kiyaa
Shamshad shaad
Ghazal
'shaad' ham saahib-e-iimaan hai.n ham ne apnii
ziist kaa kalma-e-tauhiid se aaGaaz kiyaa
Shamshad shaad
Ghazal
kahiye achchhaa jo kisii se to buraa lagtaa hai
kalma-e-KHair namak-paash zaraa lagtaa hai
Hamid Allahabadi
Ghazal
kalma-e-haq ke muqaabil jo iram-saaz rahe
un ko taariiKH kiyaa kartii hai shaddaad raqam
Shakeel Haidar
Ghazal
'ishq me.n tarz-e-takallum kii rivaayat hai 'ajab
kalma-e-KHaas nigaaho.n se bayaa.n hote hai.n
Quaiser Khalid
Ghazal
har vaada jaise harf-e-Galat thaa saraab thaa
ham to nisaar-e-jur.at-e-inkaar ho ga.e