SEARCH RESULTS
Showing search results for "saakh"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "saakh"
Ghazal
baaqii na rahe saakh 'adaa' dasht-e-junuu.n kii
dil me.n agar andesha-e-anjaam hii aa.e
Ada Jafarey
Ghazal
mujhe udaas na kar varna saakh TuuTegii
nahii.n hai tajraba mujh ko malaal karne kaa
Mohsin Asrar
Ghazal
darvaazo.n kii saakh bachaane kii KHaatir
diivaaro.n ke kaan banaane vaalaa thaa
Iftikhar Falak Kazmi
PAGE MATCHES FOR "saakh"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "saakh"
Ghazal
masti-e-gaam bhii thii Gaflat-e-anjaam ke saath
do gha.Dii khel liye gardish-e-ayyaam ke saath
Ali Jawad Zaidi
Ghazal
maal hai paas na ham charb-zabaa.n hai.n 'mohsin'
shahr me.n kis tarah phir saakh banaa.e.n apnii
Mohsin Asrar
Ghazal
saada rakhne se sadaa detaa hai qirtaas mujhe
lafz likh duu.n to mirii saakh giraa jaataa hai
Mohsin Asrar
Ghazal
na saath saath sahii itnii duur bhii to na jaa
ujaa.D mat mire qurb-o-javaar kam se kam
Shamim Abbas
Nazm
dar-o-rasan
Gazab hai us ko ko.ii shaadmaa.n na dekh sakaa
zamii.n na dekh sakii aasmaa.n na dekh sakaa
Mohammad Ali Tishna
Nazm
zaban
kahaa buzurg ne apnii zabaan achchhii rakh
girah me.n baa.ndh ke merii ye baat sachchii rakh
Firoz Rasheed
Ghazal
dil kii jo saakh thii jazbaat ke KHitte me.n rahii
dard mash.huur magar saare zamaane me.n hu.aa
Shahid Jameel
Ghazal
badan kii saakh to poshaak se nahii.n bantii
kahaanii harf-e-havasnaak se nahii.n bantii
Shaheen Abbas
Ghazal
Shahab Sarmadi
Ghazal
bahaar ho ki KHizaa.n yaa ko.ii bhii mausam ho
gulo.n ko saakh bhii apnii bachaanii pa.Dtii hai












