SEARCH RESULTS
Showing search results for "sad.haa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "sad.haa"
Doha
siidhaa-saadhaa Daakiya jaaduu kare mahaan
ek hii thaile me.n bhare aa.nsuu aur muskaan
Nida Fazli
Ghazal
sad.haa mutaalibaat ke baa'd ek jaam-e-talKH
duniyaa-e-jabr-o-sabr ko dha.Dkaa ke pii gayaa
Abdul Hamid Adam
Nazm
goristan-e-shahi
hai.n abhii sad-haa guhar is abr kii aaGosh me.n
barq abhii baaqii hai is ke siina-e-KHaamosh me.n
Allama Iqbal
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "sad.haa"
Ghazal
hai abhii mahtaab baaqii aur baaqii hai sharaab
aur baaqii mere tere darmiyaa.n sad.haa hisaab
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Josh Malihabadi
Nazm
main na kahta tha tum se
saath jiine marne kii laakh qasme.n khaa.ii thii.n
aur mai.n ki saada dil aa gayaa thaa baato.n me.n
Abu Bakr Abbad
Ghazal
Wamiq Jaunpuri
Ghazal
ye kis hasii.n dayaar kii ThanDii havaa chalii
har mauja-e-KHayaal pe sad-haa shikan pa.De
Majeed Amjad
Ghazal
Nizam Rampuri
Ghazal
hairaan huu.n ki us tak kis kis jihat se pahu.nchuu.n
aavaargii-talab hai.n sad-haa jihaat mujh se
Anwar Shuoor
Nazm
dhund
mujh me.n laa-ta.adaad fasaane aur ma.aanii hai.n
mai.n sad-haa asraar chhupaa.e phirtaa huu.n
Iftikhar Jalib
Nazm
aam hai aur aam hai
is kii quvvat kaa bhalaa kyaa puuchhnaa
fauq sad.haa pista-o-baadaam hai









