SEARCH RESULTS
Showing search results for "جنوری"
Ghazal MATCHES FOR "جنوری"
Ghazal
Yasir Raza Asif
Ghazal
terii aa.nkho.n me.n tapish hai june kii
teraa chehra january se kam nahii.n
Sadiya Safdar Saadi
Ghazal
ik taur-e-dah-sadii thaa jo be-taur ho gayaa
ab jantarii bajaa.iye taariiKH gaa.iye
Jaun Eliya
Ghazal
taa-chand josh-e-ishq me.n dil kii hifaazate.n
merii balaa se ab vo junuunii kahii.n rahe
Jigar Moradabadi
Ghazal
ai january tuu kisii se ye baat mat kahnaa
ko.ii milaa thaa december kii sard raato.n me.n
Tanveer Ghazi
Ghazal
january taa june kii mehnat mashaqqat ne janaab
vaqt se pahle hii chehre par december likh diyaa
ruKHsaar Nazimabadi
Ghazal
ye january kaa mahiina bhii kaT gayaa 'hairat'
KHudaa ke fazl se kal ek farvarii hogii
Balraj Hairat
Ghazal
sardiyaa.n aa ke ga.ii.n vo sweater buntii rahii
mai.n december january me.n ThanD se la.Dtaa rahaa
Munib Muzaffarpuri
Ghazal
KHudaa bachaa.e unhe.n january kii ThanDak se
jo shiit-lahrii Gariibo.n ke laal o.Dhe hai.n
Kaleem Qaisar Balrampuri
Ghazal
january kii sardiyo.n me.n ek aatish-daa.n ke paas
ghanTo.n tanhaa baiThnaa bujhte sharaare dekhnaa