SEARCH RESULTS
Showing search results for "क़रोल-बाग़"
Ghazal MATCHES FOR "क़रोल-बाग़"
Ghazal
duur rah kar na karo baat qariib aa jaa.o
yaad rah jaa.egii ye raat qariib aa jaa.o
Sahir Ludhianvi
Ghazal
KHanjar se karo baat na talvaar se puuchho
mai.n qatl hu.aa kaise mire yaar se puuchho
Saeed Rahi
Ghazal
shahr me.n kaam bahut saare samay lekin kam
mat karo baat magar haath hilaate jaa.o
Aatish Indori
Ghazal
tum kab the qariib itne mai.n kab duur rahaa huu.n
chho.Do na karo baat ki mai.n tum se KHafaa huu.n
Baqi Siddiqui
Ghazal
tum ne ye kaise sochaa ki sar par biThaa.e.nge
dukh-dard apne naam karo baat karte hai.n
Saeed Nazar
Ghazal
Shabbir Hasan
Ghazal
tum muntashir nahii.n ho KHayaalaat kii tarah
achchhaa to mujh se baat karo baat kii tarah
Anjum Fauqi Badayuni
Ghazal
nahii.n hai dosh kisii kaa hu.e hai.n KHud barbaad
chalo bhii KHatm karo baat ko ba.Dhaa.o nahii.n
Basharat Farogh
Ghazal
mere hii lahuu par guzar-auqaat karo ho
mujh se hii amiiro.n kii tarah baat karo ho
Kaleem Aajiz
Ghazal
mariiz-e-Gam ke sahaaro ko.ii to baat karo
udaas chaa.nd sitaaro ko.ii to baat karo
Shakeb Jalali
Ghazal
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
charaaG-e-sub.h se shaam-e-vatan kii baat karo
jo raah me.n hai abhii us karan kii baat karo