SEARCH RESULTS
Showing search results for "तड़प-तड़प"
Ghazal MATCHES FOR "तड़प-तड़प"
Ghazal
ta.Dap ta.Dap ke guzaarii hai raat kis se kahe.n
hazaar karb kii maarii hai raat kis se kahe.n
Naseem Ansari
Ghazal
pahluu me.n rah gayaa yuu.n ye dil ta.Dap ta.Dap kar
rah jaa.e jaise ko.ii bismil ta.Dap ta.Dap kar
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
ta.Dap ta.Dap ke tamannaa me.n karvaTe.n badlii.n
na paayaa dil ne hamaare qaraar saarii raat
Imdad Imam Asar
Ghazal
rakkhegaa be-qaraar tumhe.n bhii tamaam umr
marnaa ta.Dap ta.Dap ke kisii be-qaraar kaa
Mela Ram Wafa
Ghazal
ta.Dap ta.Dap ke uThaa.uu.ngaa zindagii ke maze
KHudaa na-karda mujhe dil pe iKHtiyaar rahe
Yagana Changezi
Ghazal
ta.Dap ta.Dap na uTho aaj mere armaanb
bha.Dak bha.Dak ke sharaaro mujhe fareb na do
Shahzad Ahmad
Ghazal
aaKHir ta.Dap ta.Dap ke ye KHaamosh ho gayaa
dil ko sukuun mil hii gayaa iztiraab me.n
Sahir Hoshiyarpuri
Ghazal
kis shab ta.Dap ta.Dap ke na kaaTii tamaam shab
kis roz mere ghar pe qayaamat nahii.n rahii
Nadir Shahjahanpuri
Ghazal
gila kise hai ki qaatil ne niim-jaa.n chho.Daa
ta.Dap ta.Dap ke nikaaluu.ngaa hausla dil kaa
Yagana Changezi
Ghazal
pahu.nche ta.Dap ta.Dap ke bhii jallaad tak na ham
taaqat se haath paa.nv ziyaada hilaa chuke
Haidar Ali Aatish
Ghazal
ta.Dap ta.Dap ke jahaa.n mai.n ne jaan dii hai 'siraaj'
kha.De hu.e the vahii.n par tamaashbiin bahut
Siraj Faisal Khan
Ghazal
qalb ta.Dap ta.Dap uThaa ruuh laraz laraz ga.ii
bijliyaa.n thii.n bharii hu.ii zamzama-e-rubaab me.n
Asar Sahbai
Ghazal
kyuu.nkar ta.Dap ta.Dap ke guzaarii tamaam raat
ye maajraa unhe.n bhii sunaa luu.n to chain luu.n
Sahir Siyalkoti
Ghazal
raat tamaam ho ga.ii sirf takallufaat me.n
ishq ta.Dap ta.Dap uThaa husn kii baat baat me.n
Mustafa Husain Nayyar
Ghazal
piro.e ashko.n ke ro-ro ke haar gorii ne
ta.Dap-ta.Dap ke guzaarii bahaar gorii ne
Tufail Hoshiarpuri
Ghazal
ta.Dap ta.Dap ke tire bismilo.n ne maqtal me.n
ba.Dhaa.e haath magar daaman-e-qazaa na milaa
Nabiul Hasan Shamim
Ghazal
mai.n Dhuu.nDhtaa huu.n kise baar-baar kyaa kahiye
ta.Dap ta.Dap ke shab-e-intizaar kyaa kahiye
Qazi Jalal Haripuri
Ghazal
daaman chhu.Daa ke un se mai.n jaa.uu.n to kyaa karuu.n
kaise ta.Dap ta.Dap ke bulaa.e.n mohabbate.n