SEARCH RESULTS
Showing search results for "तलाश-ए-तवील"
Ghazal MATCHES FOR "तलाश-ए-तवील"
Ghazal
Ibn-e-Safi
Ghazal
talaash-e-ma.ani-e-maqsuud itnii sahl na thii
mai.n lafz lafz utartaa gayaa bahut gahraa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
kyuu.n dar-pai-e-talaash hai.n ahbaab-o-aqrabaa
'parvii.n' shahiid-e-naaz ko qaatil se kyaa Garaz
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
'fazaa' hai KHaaliq-e-sub.h-e-hayaat phir bhii Gariib
kahaa.n kahaa.n na ufuq kii talaash me.n Duubaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
safar taviil sahii haasil-e-safar kyaa thaa
hamaare paas ba-juz daulat-e-nazar kyaa thaa
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
akele-pan kaa ye ehsaas ham-nafas kii talaash
ba.Dhii hu.ii jo ye talKHii hai pyaar maa.nge hai
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
pahluu talaash kar Gam-e-jaanaa.n na.e na.e
detaa hai roz dard ke saamaa.n na.e na.e
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
talaash kartii hai duniyaa usii ke naqsh-e-qadam
vahii jo bhii.D me.n sab se judaa dikhaa.ii de
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
misra-e-bahr-e-taviil aap ba-ii.n qaamat-o-qad
mai.n vo misra nahii.n jo aap pe chaspaa.n hotaa
Hashim Azimabadi
Ghazal
lauT jaa.o zindagaanii ke haqaa.eq kii taraf
in hikaayaat-e-taviil-o-muKHtasar me.n kuchh nahii.n
Nawev Kiyani
Ghazal
ik qissa-e-taviil hai afsaana dasht kaa
aaKHir kahii.n to KHatm ho viiraana dasht kaa
Hasan Aziz
Ghazal
sadaa faqiir kii elaan kartii hai goyaa
mujhe talaash-e-ruKH-o-qalb-e-aajizaana hai
Rizvan Anjum
Ghazal
us bevafaa se kar ke vafaa mar-miTaa 'razaa'
ik qissa-e-taviil kaa ye iKHtisaar hai
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
adaa vo niichii nigaaho.n kii hai ki jaise 'zafar'
talaash-e-kunj-e-Gazaalaan-e-KHurd-saala kare.n
Sirajuddin Zafar
Ghazal
ik aah me.n Dhalii hai ruudaad-e-zindagaanii
umr-e-taviil kaa hai afsaana muKHtasar saa