SEARCH RESULTS
Showing search results for "ता-क़यामत"
Ghazal MATCHES FOR "ता-क़यामत"
Ghazal
taa-qayaamat mai.n jagah se na hiluu.ngaa apnii
taa-qayaamat tuu mujhe dekh magar dekh mujhe
Nabil Syed
Ghazal
mai.n aasii huu.n magar terii inaayat
KHudaa mai.n taa-qayaamat chaahtaa huu.n
Jauhar Timmapuri
Ghazal
sunaa.uu.n agar taa-qayaamat to kyaa
kahaanii mirii dil-nashii.n ho chukii
Hakim Mohammad Ajmal Khan Shaida
Ghazal
taa-qayaamat shab-e-furqat me.n guzar jaa.egii umr
saat din ham pe bhii bhaarii hai.n sahar hote tak
Mirza Ghalib
Ghazal
taa-qayaamat vahii ik naam rahegaa aabaad
ham kabhii mustaqil aabaad nahii.n hone ke
Adeel Zaidi
Ghazal
tar-o-taaza rahe.n jo taa-qayaamat
kuchh aise gul khilaanaa chaahtaa huu.n
Sarshar Hoshyarpuri
Ghazal
mai.n jiyuu.n taa-qayaamat qayaamat hai ye
vo du.aa me.n nihaa.n baddu.aa de ga.e