SEARCH RESULTS
Showing search results for "बर्क़-ए-जमाल-ए-यार"
Ghazal MATCHES FOR "बर्क़-ए-जमाल-ए-यार"
Ghazal
itnii bhii dil se ehtiyaat barq-e-jamaal-e-yaar kyaa
shauq-e-umiid-vaar dekh tarf-e-umiid-vaar kyaa
Muneer Bhopali
Ghazal
mai.n aur taab-e-jalva-e-barq-e-jamaal-e-yaar
ai aql-e-harzaa-kaar saraasar futuur hai
Mohammad Saeed Razmi
Ghazal
barq-e-jamaal-e-yaar ye jalva hai yaa hijaab
chashm-e-adaa-shanaas ko hairaa.n banaa diyaa
Iqbal Sohail
Ghazal
aks-e-jamaal-e-yaar se jalva numaa hai.n ham
kirno.n kii tarah phaile hu.e jaa-ba-jaa hai.n ham
Shahid Bhopali
Ghazal
aks-e-jamaal-e-yaar kii taasiir dekhnaa
dil ban gayaa hai husn kii tasviir dekhnaa
Mohammad Saeed Razmi
Ghazal
har ik nazar ko shu.uur-e-jamaal-e-yaar nahii.n
bahaar ahl-e-havas ke liye bahaar nahii.n
Nihal Rizvi Lucknowi
Ghazal
raushan jamaal-e-yaar se hai anjuman tamaam
dahkaa hu.aa hai aatish-e-gul se chaman tamaam
Hasrat Mohani
Ghazal
nazar ko haamil-e-barq-e-jamaal kar na sakaa
Guruur-e-husn ko mai.n paa.emaal kar na sakaa
Nakhshab Jaarchawi
Ghazal
jamaal-e-yaar ko tasviir karne vaale the
ham ek KHvaab kii taa'biir karne vaale the
Asif Shafi
Ghazal
dil me.n jamaal-e-yaar kii tanviir dekhiye
is aa.ine me.n suurat-e-tasviir dekhiye
Alamgir Khan Kaif
Ghazal
aage jamaal-e-yaar ke ma.azuur ho gayaa
gul ik chaman me.n diida-e-be-nuur ho gayaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
jamaal-e-yaar ko parde kii ehtiyaaj nahii.n
ye KHud hijaab-e-ruKH-e-be-naqaab hotaa hai
Akmal Jalandhari
Ghazal
jamaal-e-yaar aur us kaa bayaa.n mohabbat hai
hasiin shaam kaa dilkash samaa.n mohabbat hai
Bushra Masuud
Ghazal
tamaam jalve hai.n raushan jamaal-e-yaar hai ek
hazaaro.n phuul khile hai.n magar bahaar hai ek
Wali Kakoravi
Ghazal
bahaar kaun sii tujh me.n jamaal-e-yaar na thii
mushaahida thaa tiraa sair-e-laala-zaar na thii
Zeb Ghauri
Ghazal
jamaal-e-yaar ke dam se ye mo.ajiza hu.aa thaa
har ek samt thii raushan diyaa bujhaa hu.aa thaa
iqraar mustafa
Ghazal
vaaraftagaan-e-husn se achchhaa nahii.n hijaab
barq-e-jamaal-e-yaar hariif-e-nazar na ho
Syed Bashir Husain Bashir
Ghazal
Neelma Naheed Durrani
Ghazal
guzregii kyaa jamaal-e-ruKH-e-yaar dekh kar
hairat hai husn hasrat-e-diidaar dekh kar