SEARCH RESULTS
Showing search results for "बहनों"
Ghazal MATCHES FOR "बहनों"
Ghazal
Talib Johari
Ghazal
hamdard ho.n Gayuur ho.n aur pur-KHuluus ho.n
ai kaarsaaz bahno.n ko ab aise bhaa.ii de
Zebunnisaa Zaibii
Ghazal
Taal kar bahno.n ko aglii eid ke va.ade pe vo
apnii biivii ke liye resham kii saa.Dii le gayaa
Deedar Bastawi
Ghazal
bhaa.ii sabhii pasand kii shaadii ke haq me.n the
bahno.n ne KHvaab dekhe to Gairat me.n aa ga.e
Ahmad Sajjad Babar
Ghazal
ambar se kah do baadalo.n ko ab rihaa kare
jhuulo.n kii rut hai bahno.n kaa aa.ngan udaas hai
Sardar Panchhi
Ghazal
bhaa.ii bahno.n kii mohabbat kaa nasha mat pochhiye
be-takalluf ho ga.e to gudgudii tak aa ga.e
Iftikhar Falak Kazmi
Ghazal
maut se rishta miraa maa.n kii tarah hai 'saadii'
zindagii lagtii hai mujh ko sagii bahno.n kii tarah
Sadiya Safdar Saadi
Ghazal
mai.n 'shaakir' be-ridaa bahno.n ke sar pe
ridaa.e.n o.Dh denaa chaahtaa huu.n
M. Usman Shakir
Ghazal
bahno tumhaarii maa.ng kaa si.nduur kyaa hu.aa
bachcho.n tumhaare haath me.n chaaquu kahaa.n se aa.e
Shamsuddin Ejaz
Ghazal
jabr aur zulm kii buniyaad ko Dah kar bahno
aa.o ab himmat-e-mardaana ko hairaa.n kar de.n
Saeeda Jahan Makhfi
Ghazal
ye beTo.n ke sar bhaa.ii kaa KHuu.n bahno.n kii chiiKHe.n
ibrat ho agar ham ko ye sauGaat bahut hai
Qazi Ehtisham Bachhrauni
Ghazal
Asha Parbhat
Ghazal
ye beTo.n ke sar bhaa.ii kaa KHuu.n bahno.n kii chiiKHe.n
ibrat ho agar ham ko ye sauGaat bahut hai
Ehtisham Bachhrayuni
Ghazal
log ab us ko bhii autaar samajh lete hai.n
chhiin letaa hai jo bahno.n kii ridaa.e.n baabaa