SEARCH RESULTS
Showing search results for "बूद-ओ-हस्त"
Ghazal MATCHES FOR "बूद-ओ-हस्त"
Ghazal
abhii milaa thaa abhii phir bichha.D gayaa ko.ii
ye haadsa bhii hikaayaat-e-buud-o-hast lage
Bekal Utsahi
Ghazal
jise masaavii hai maazii o haal o mustaqbil
use rahaa nahii.n aa.inda buud-o-hast se kaam
Shaikh Zahuruddin Hatim
Ghazal
kuchh daKHl iKHtiyaar ko ho buud-o-hast me.n
sar kar luu.n ye jahaan-e-alam ek jast me.n
Akram Naqqash
Ghazal
Rao Mohammad Umar
Ghazal
dimaaG-e-sair-e-nafas soz-o-saaz-e-ranj-o-nishaat
miyaan-e-biim-o-rajaa hai ye buud-o-hast miraa
Syed Amin Ashraf
Ghazal
kaise sambhaal rakkhaa hai ik zaat ne use
shashdar huu.n kaa.enaat ke kul band-o-bast par
Parvez Sahir
Ghazal
aamad pe terii itr o charaaG o subuu na ho.n
itnaa bhii buud-o-baash ko saada nahii.n kiyaa
Parveen Shakir
Ghazal
jaa.n banii hai buud-o-baash-e-aadmii ke vaaste
ye makaa.n taa'miir sab se peshtar kartaa hai tuu
Iqtidar Javed
Ghazal
buud-o-nabuud kii tamiiz ek azaab thii ki thii
ya.anii tamaam zindagii dhu.nd me.n Duubtii ga.ii
Jaun Eliya
Ghazal
baazii-KHur-e-fareb hai ahl-e-nazar kaa zauq
ha.ngaama garm-e-hairat-e-buud-o-nabuud thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
ik shab ki thii 'inaayat-e-buud-o-nabuud-e-'ishq
ik raushnii ki mere suKHan kaa ma.aal thii