SEARCH RESULTS
Showing search results for "बेटियों"
Ghazal MATCHES FOR "बेटियों"
Ghazal
KHuun apnaa bech kar aayaa hai ik majbuur baap
beTiyo.n ke haath par meh.ndii lagaane ke liye
Abbas Dana
Ghazal
beTiyo.n kaa kabhii ghar-baar na uj.De 'Gaznii'
ye vo dukh hai jo nahii.n baap ko sone detaa
Mahmood Ghazni
Ghazal
allaah un kii aql kaa pardaa zaraa haTaa
phir apnii beTiyo.n ko jalaane lage hai.n log
Mohammad Ali Sahil
Ghazal
beTo.n ne mere naam kii dastaar pahn lii
aur beTiyo.n ne suurat-e-aa.nchal kyaa mujhe
Ashhad Bilal Ibn-e-chaman
Ghazal
karogii kyaa tumhaarii beTiyo.n ko jab
ko.ii aavaaz degaa bevafaa kah kar
Abhishar Geeta Shukl
Ghazal
Taufeeq Sagar
Ghazal
Ahmad Sajjad Babar
Ghazal
ye beTiyo.n kii du.aa.o.n kaa nek-samra hai
kaTii hai umr badan me.n thakaan kuchh bhii nahii.n
Deedar Bastawi
Ghazal
gar zaaniyo.n ko miltii nahii.n hai sazaa yahaa.n
havvaa kii beTiyo.n se kashish chhiin le KHudaa
athar shakeel
Ghazal
Anjuman Mansury Arzoo
Ghazal
beTiyo.n ko saa.ns lene do khule maahaul me.n
varna ye bechaariyaa.n ghuT ghuT ke hii mar jaa.e.ngii
Mohsin Aftab Kelapuri
Ghazal
ham ne bhii piile kar diye hai.n beTiyo.n ke haath
tho.Dii bahut bachii thii jo auqaat bech kar
Kuldeep Salil
Ghazal
chintaa me.n beTiyo.n kii har ik baap hai yahaa.n
ab kyaa bataa.uu.n mai.n to pareshaan ho gayaa
Santosh khirvadkar
Ghazal
Azhar Kamal Khan
Ghazal
beTiyo.n kaa vajuud rahmat hai
maa.n ke qadmo.n ke niiche jannat hai
Mohammad Abdul Kabeer Hanfi
Ghazal
beTiyo.n ke maan honaa chaahiye apmaan hai
dekh kar sab kuchh bhii ye hindostaa.n KHaamosh hai
Haidar raza Koralvi
Ghazal
jo apnaa kal tumhe.n behtar banaanaa hai
samajh lo beTiyo.n ko phir pa.Dhaanaa hai