SEARCH RESULTS
Showing search results for "anjuman-aaraa.ii"
Ghazal MATCHES FOR "anjuman-aaraa.ii"
Ghazal
is zavaal-e-anjuman me.n 'aarzuu' tuu hii bataa
kis ko kah duu.n bazm-aaraa.ii kise aavaaz duu.n
Anjuman Mansury Arzoo
Ghazal
KHalvat-e-zaat hai aur anjuman-aaraa.ii hai
bazm sii bazm hai tanhaa.ii sii tanhaa.ii hai
Sarshar Siddiqui
Ghazal
har zaKHm-e-dil se anjuman-aaraa.ii maa.ng lo
phir shahr-e-pur-hujuum se tanhaa.ii maa.ng lo
Hasan Najmi Sikandarpuri
Ghazal
chand lamho.n ke liye anjuman-aaraa.ii thii
phir vahii mai.n thaa vahii raat kii tanhaa.ii thii
Mohsin Zaidi
Ghazal
aarzuu kab hai tirii anjuman-aaraa.ii kii
dostii raas mujhe aa.ii hai tanhaa.ii kii
Nazar Jalanvi
Ghazal
KHalvat me.n KHayaalo.n kii ye anjuman-aaraa.ii
aabaad hai ab kitnaa viiraana-e-tanhaa.ii
Krishn Murari
Ghazal
dekhe to sahii ko.ii ye anjuman-aaraa.ii
hai mahfil-e-yaaraa.n me.n tanhaa.ii hii tanhaa.ii
Sagheer Ahmad Sagheer
Ghazal
kabhii KHvaahish na hu.ii anjuman-aaraa.ii kii
ko.ii kartaa hai hifaazat mirii tanhaa.ii kii
Ahmad Mushtaq
Ghazal
allaah allaah ye kyaa anjuman-aaraa.ii hai
KHud tamaashaa hai vahii aap tamaashaa.ii hai
Saqib Kanpuri
Ghazal
naam hii rah gayaa ik anjuman-aaraa.ii kaa
chhup gayaa chaa.nd bhii ab to shab-e-tanhaa.ii kaa
Mughni Tabassum
Ghazal
kahkashaa.n chaa.nd falak aur bisaat-e-anjum
kyaa nazaara hai tirii anjuman-aaraa.ii kaa
Shabbir Kanpuri
Ghazal
is qadar aam na kar anjuman-aaraa.ii ko
ham taras jaa.e.n mazaaq-e-Gam-e-tanhaa.ii ko
Iftikhar Ahamad Siddiqi
Ghazal
allaah re yaado.n kii ye anjuman-aaraa.ii
ha.nste hu.e Gam-KHaane mahkii hu.ii tanhaa.ii
Iqbal Azeem
Ghazal
raas aa.ii na mujhe anjuman-aaraa.ii bhii
aafat-e-jaan banii haa.e shanaasaa.ii bhii
Hidayatullah Khan Shamsi
Ghazal
kuchh na kuchh ho to sahii anjuman-aaraa.ii ko
apne hii KHuu.n se firozaa.n karo tanhaa.ii ko
Shahzad Ahmad
Ghazal
na tajallii na ko.ii anjuman-aaraa.ii hai
zindagii ek musalsal shab-e-tanhaa.ii hai
Shahid Siddiqui
Ghazal
lutf ab aa.e na kyo.n anjuman-aaraa.ii kaa
zarre zarre me.n hai jalva tirii yaktaa.ii kaa
Maharaja Sir Kishan Parashad Shad
Ghazal
is aalam-e-viiraa.n me.n kyaa anjuman-aaraa.ii
do roz kii mahfil hai ik 'umr kii tanhaa.ii