SEARCH RESULTS
Showing search results for "auraq shumara number 003 magazines"
Ghazal MATCHES FOR "auraq shumara number 003 magazines"
Ghazal
jo ham-kalaam ho ham se usii ke hote hai.n
ham ek vaqt me.n ek aadmii ke hote hai.n
Anwar Shuoor
Ghazal
dil Duubne lagaa hai tavaanaa.ii chaahiye
kuchh vaar mujh ko zahr-e-shanaasaa.ii chaahiye
Aashufta Changezi
Ghazal
na ko.ii baat kahnii hai na ko.ii kaam karnaa hai
aur us ke baad kaafii der tak aaraam karnaa hai
Zafar Iqbal
Ghazal
gintii me.n be-shumaar the kam kar diye ga.e
ham saath ke qabiilo.n me.n zam kar diye ga.e
Alamtaab Tishna
Ghazal
mai.n ka.ii barso.n se terii justujuu kartii rahii
is safar me.n aarzuu.o.n kaa lahuu kartii rahii
Erum Zehra
Ghazal
zindagii kii kaifiyat ab ye hai KHaas-o-aam kii
sub.h ko hotii hai jo haalat charaaG-e-shaam kii
Saadat Aabidi
Ghazal
vahii mire KHas-o-KHaashaak se nikaltaa hai
jo rang saa tirii poshaak se nikaltaa hai
Zafar Iqbal
Ghazal
laakh laakh ehsaan jis ne dard paidaa kar diyaa
jis ne is dil ko hathelii kaa phaphuulaa kar diyaa
Agha Shayar Qazalbash
Ghazal
Akbar Hyderabadi
Ghazal
abhii to karnaa pa.Degaa safar dobaara mujhe
abhii kare.n nahii.n aaraam kaa ishaara mujhe
Zafar Iqbal
Ghazal
Sahib Shreya
Ghazal
kuchh bhii na us kii ziinat-o-zebaa.ii se hu.aa
jitnaa fasaad hai mirii yaktaa.ii se hu.aa
Zafar Iqbal
Ghazal
taab-e-nigaah thii to nazaara bhii dost thaa
us chashm-e-nargisii.n kaa ishaara bhii dost thaa
Ishrat Qadri
Ghazal
in dino.n tez bahut tez hai dhaaraa meraa
dono.n jaanib se hii kaTtaa hai kinaaraa meraa
Sohail Akhtar
Ghazal
sair-e-chaman hai aur vo gul-ruu kanaar me.n
mai.n be-piye bhii mast huu.n ab kii bahaar me.n