SEARCH RESULTS
Showing search results for "daaG-e-sar"
Ghazal MATCHES FOR "daaG-e-sar"
Ghazal
zulm-o-sitam vo had se sivaa kar sakegaa kyaa
har ik Gariib be-sar-o-saamaan hai abhii
dagh Niyazi
Ghazal
vo bhuul saktaa hai ai 'daaG' mujh ko jald magar
use bhulaane me.n shaayad mujhe zamaana lage
dagh Niyazi
Ghazal
dar-ba-dar Thokare.n khaa ke aaya huu.n mai.n
mere sar ko tiraa sang-e-dar chaahiye
dagh Niyazi
Ghazal
Duube kashtii na kahii.n 'daaG' ke armaano.n kii
bahr-e-jazbaat me.n tuufaan uThaa.o yaaro
dagh Niyazi
Ghazal
manzil hai 'daaG' saamne apne qadam ba.Dhaa.o
tum dekhte ho jaanib-e-rah-giir kis liye
dagh Niyazi
Ghazal
lo ai buto suno ki vo 'daaG'-e-sanam-parast
masjid me.n jaa ke aaj musalmaan ho gayaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
ye 'daaG'-e-qadah-KHvaar ke kyaa jii me.n hai aa.ii
sunte hai.n kiye baiThe hai.n vo raat se tauba
Dagh Dehlvi
Ghazal
us kii Thokar se bhii kam-baKHt na jaagaa afsos
maut hai 'daaG'-e-siyah-mast kaa sonaa kyaa hai
Dagh Dehlvi
Ghazal
naved-e-baKHshish-e-isyaa.n use sunaa denaa
jo sharmsaar kahii.n 'daaG'-e-ruu-siyaah mile
Dagh Dehlvi
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
ai 'daaG' aa ke phir ga.e vo is ko kyaa kare.n
puurii jo naa-muraad tirii aarzuu na ho
Dagh Dehlvi
Ghazal
ban gayaa daaG-e-jigar mehr-e-qayaamat ai 'daaG'
par abhii rang vahii hai shab-e-tanhaa.ii kaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
duud-e-daaG-e-sar-e-saudaa-zada kartaa hai siyaah
ai junuu.n ham kabhii rakhte hai.n jo dastaar safed
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
chorii se bhii pahu.nche na tire ghar me.n kabhii ham
barso.n yuu.nhii KHaar-e-sar-e-diivaar se uljhe
Dagh Dehlvi
Ghazal
'daaG'-e-vaarafta-tabii.at kaa Thikaana kyaa hai
KHaana-barbaad ne muddat hu.ii ghar chho.D diyaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
Dare jo hashr me.n vo mujh ko dekhte hii kahaa
miraa rafiiq miraa 'daaG'-e-jaa.n-nisaar aaya
Dagh Dehlvi
Ghazal
banegaa mehr-e-qayaamat bhii ek KHaal-e-siyaah
jo chehra 'daaG'-e-siyah-ruu ne aashkaar kiyaa