SEARCH RESULTS
Showing search results for "fii"
Ghazal MATCHES FOR "fii"
Ghazal
samajhne vaale samajhte hai.n pech kii taqriir
ki kuchh na kuchh tirii baato.n me.n fii nikaltii hai
Dagh Dehlvi
Ghazal
nayaa hunar siikh fii-zamaana ho jis kii vaq.at
suKHan kii nisbat se ab ko.ii puuchhtaa nahii.n hai
Irfan Sattar
Ghazal
to phir vo ishq ye naqd-o-nazar baraa.e-faroKHt
suKHan baraa.e-hunar hai hunar baraa.e-faroKHt
Afzal Khan
Ghazal
Mirza Asman Jah Anjum
Ghazal
Guruur vaar diyaa mai.n ne fii-sabiilil-ishq
ai ishq tuu bhii to ab tho.Daa hausla kar dekh
Waqar Khan
Ghazal
Sahir Dehlavi
Ghazal
fii-zamaana hai yahii maslahat-e-aql-o-shu.uur
dil me.n KHvaahish ko.ii ubhre to dabaa lii jaa.e
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
aduu hii mil jaa.e fii-zamaana ko.ii musammam
rafiiq to KHair ko.ii bhii mo'atabar nahii.n hai
Shaukat Wasti
Ghazal
bujh kar hai fii-zamaana nazar aur KHush-nazar
dil aur dil-fareb uja.D kar hai in dino.n
Zubair Hamza
Ghazal
Samad Raza
Ghazal
KHudaa-parastii kaho chaahe KHud-parastii kaho
hai.n fii-zamaana yahii kaarobaar kyaa kyaa kuchh
Tanvir Wasfi
Ghazal
hariim-e-naaz se aataa hai bahra-var ko.ii
dil aa.iina pe liye naqsh-e-fii-hajar ko.ii