SEARCH RESULTS
Showing search results for "ganidu kaputa"
Ghazal MATCHES FOR "ganidu kaputa"
Ghazal
'aaftaab' us ne parakhnaa ho kisii ko to agar
vo Ganii kartaa hai aur dar pe gadaa bhejtaa hai
Aftab Ahmad Shah
Ghazal
umr-e-bahaar aur 'Ganii' itnii muKHtasar
jhapkii jo aa.nkh qaafla-e-dil guzar gayaa
Ghani Ahmad Ghani
Ghazal
Tafzeel Ahmad
Ghazal
gandum kaa har daana paanii piitaa hai
mai.n mehnat kii itnii baarish kartaa huu.n
Shoeb Zaman
Ghazal
mai.n nahii.n kahtaa har ik chiiz puraanii le jaa
mujh ko jiine nahii.n detii jo nishaanii le jaa
Surender Shajar
Ghazal
junuun kartaa hai din-raat paa.emaal mujhe
havaa-e-shahr mire dasht se nikaal mujhe
Rahat Hasan
Ghazal
in zamiino.n hii pe kyaa KHosha-e-gandum ke liye
aasmaano.n se chalaa aayaa huu.n saazish kartaa
Razi Akhtar Shauq
Ghazal
nit-na.e rang se kartaa rahaa dil ko paamaal
barbat-e-jaa.n me.n samaayaa hu.aa ik husn-e-malaal
Ahmad Hamdani
Ghazal
Ganii rahtaa na dil jo aashiqii se
to shaayad husn ko tolaa na kartaa
Bishan Dayal Shad Dehlvi
Ghazal
Khursheed Akbar
Ghazal
dil faqr kii daulat se miraa itnaa Ganii hai
duniyaa ke zar-o-maal pe mai.n tuf nahii.n kartaa
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
ab ham ko kisii se ko.ii shikva na rahegaa
jab tum na rahe ko.ii hamaaraa na rahegaa
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
Ada Jafarey
Ghazal
vaqt ajiib aa gayaa mansab-o-jaah ke liye
saahib-e-dil bhii chal pa.De taKHt-o-kulaah ke liye
Khwaja Razi Haidar
Ghazal
dil ye kahtaa hai ki milne kii ko.ii baat kare
ko.ii to aa.e jo tajdiid-e-mulaaqaat kare