SEARCH RESULTS
Showing search results for "gauhar-e-naayaab"
Ghazal MATCHES FOR "gauhar-e-naayaab"
Ghazal
gauhar-e-naayaab ko kahtaa hai patthar aadmii
pattharo.n ko kahtaa hai naayaab gauhar aadmii
Qamar Siwani
Ghazal
rakkhaa sa.njo ke gauhar-e-naayaab kii tarah
sau.npii thii jo buzurgo.n ne aadaab kii tarah
Tabassum Azmi
Ghazal
ashk mere gauhar-e-naayaab ho ga.e
hasrato.n ke sab bha.nvar Garqaab ho ga.e
Zakir Husain Halsangi
Ghazal
hai un kaa vasl gauhar-e-naayaab kii tarah
ho jaa.e hai vo iid ke mahtaab kii tarah
Inderjit Nirdosh
Ghazal
merii nazar me.n us kii tab-o-taab aur hai
kahte hai.n jis ko gauhar-e-naayaab aur hai
Jahangeer Nayab
Ghazal
misaal-e-gauhar-e-naayaab zer-e-aab rahaa
ye aarzuu thii samundar uchhaaltaa mujh ko
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
rahe hai.n 'gauhar'-e-naayaab kii tarah lekin
ham apne aap ko showcase me.n sajaa na sake
Gauhar Shaikh Purwi
Ghazal
talaash-e-gauhar-e-naayaab sat.h par kyo.n hai
bha.nvar me.n utro samundar samajh me.n aa.egaa
Zameer Kazmi
Ghazal
kho jaa.e.n na ye gauhar-e-naayaab-e-Gam-e-ishq
baazaar-e-mohabbat se ye anjaan bahut hai.n
Tarab Siddiqi
Ghazal
mehnat kii mujhe KHuub ye sauGaat milii hai
ik gauhar-e-naayaab samundar se nikaalaa
Shiv Om Misra Anvar
Ghazal
furqat me.n tire vaaste barbaad kiye hai.n
aa.nsuu the mire gauhar-e-naayaab kii suurat
Kayyum Khan Jalaal
Ghazal
raah chalte hu.e bechaarii tahii-dastii ko
sa.ng bhii gauhar-e-naayaab nazar aataa hai
Alam Khursheed
Ghazal
mere aa.nsuu kabhii bekaar nahii.n jaate hai.n
un ko mai.n gauhar-e-naayaab banaa letaa huu.n
Meraj Naqvi
Ghazal
sai.nka.Do.n gauhar-e-naayaab to paidaa ho.nge
chand jhaale mirii aa.nkho.n se baras jaane do