SEARCH RESULTS
Showing search results for "jvaalaa-mukhii"
Ghazal MATCHES FOR "jvaalaa-mukhii"
Ghazal
bas usii vaqt ka.ii jvaalaa-mukhii phuuT pa.De
motiyo.n se mirii har naav thii bharne vaalii
Ambar Bahraichi
Ghazal
labaada barf kaa o.Dhe hu.e hai jvaalaa-mukhii
zamii.n ke laave me.n ab ke ubaal tho.Dii hai
Nawaz Asimi
Ghazal
Saqi Faruqi
Ghazal
ham ne har ik umiid kaa putlaa jalaa diyaa
dushvaariyo.n ko paa.nv ke niiche dabaa diyaa
Saleem Raza Rewa
Ghazal
jalaa diyaa shajar-e-jaa.n ki sabz-baKHt na thaa
kisii bhii rut me.n haraa ho ye vo daraKHt na thaa
Parveen Shakir
Ghazal
dil ke qafas me.n dard ko paalaa nahii.n gayaa
she'ro.n me.n saare zaKHmo.n ko Dhaalaa nahii.n gayaa
Anjali Sifar
Ghazal
sham-e-iKHlaas-o-yaqii.n dil me.n jalaa kar chaliye
zulmat-e-yaas me.n ummiid jagaa kar chaliye
Ashok Sawhny
Ghazal
nazar milaa ke nazar se giraa diyaa tum ne
mujhe bataa.o KHudaaraa ye kyaa kyaa tum ne
Jameela Khatoon Tasneem
Ghazal
jism kii ret bhii muTThii se phisal jaa.egii
maut jab ruuh liye ghar se nikal jaa.egii
Faiz rahil Khan
Ghazal
naa-qaabil-e-bayaan KHataa.o.n se Dar ga.e
ye bhii hu.aa hai log du.aa.o.n se Dar ga.e
Nashir Naqvi
Ghazal
bujhaa chukii hai havaa jis ko vo diyaa bhii mai.n
magar ye dekh bahut der tak jalaa bhii mai.n
M R Qasmi
Ghazal
Muztar Khairabadi
Ghazal
na soche.n ahl-e-KHirad mujh ko aazmaane ko
mai.n jaantaa huu.n bahut aql ke fasaane ko
Danish Farahi
Ghazal
na jaane choT kyo.n dil par lagii hai
kalii gulshan me.n jab ko.ii khilii hai
Tabassum Nigam Dehlvi
Ghazal
miTtii hu.ii tahziib se nafrat na kiyaa kar
chaupaal pe buu.Dho.n kii kahaanii bhii sunaa kar