SEARCH RESULTS
Showing search results for "kizb"
Ghazal MATCHES FOR "kizb"
Ghazal
Ismail Merathi
Ghazal
Gubaar-e-kizb se dhu.ndlaa rahaa hamesha jo
vo aa.ina mire kab KHadd-o-KHaal tak pahu.nchaa
zafar iqbal zafar
Ghazal
Irfan Sattar
Ghazal
har chashm sa.ng-e-kizb-o-adaavat se surKH hai
ab aadmii ko zindagii karnaa kahaa.n se aa.e
Kishwar Naheed
Ghazal
fareb-o-kizb dariyaa se mai.n be-ta.alluq huu.n
ba-juz KHuluus-o-vafaa kuchh bhii mere paas nahii.n
J. P. Saeed
Ghazal
Gair kaa da.ava-e-vafaa kizb kii intihaa nahii.n
aa ke sunaa.ii daastaa.n ek sire se sab Galat
Mohammad Wilayatullah
Ghazal
Mohsin Asrar
Ghazal
har shaKHs yahaa.n apnii anaa me.n hai muqayyad
baatil kaa vahii zo.am vahii kizb-o-riyaa hai
Jameel Azimabadi
Ghazal
Muhammad Ayyub Zauqi
Ghazal
burii KHabar ho to is tarah naama-bar kahnaa
ki sidq-o-kizb kaa shak be-KHabar KHabar me.n rahe
Qurban Ali Salik Beg
Ghazal
har kizb kaa javaab bahattar sadaaqate.n
sau hurmalaa ho.n alii asGar kaa laa.iye
Syed Ashoor Kazmi
Ghazal
hujuum-e-kizb-o-riyaa se bachaa le aa ke zaraa
vajuud-e-sidq-o-safaa me.n mujhe akelaa kar
Tasneem Abidi
Ghazal
jahaa.n pe lamha-ba-lamha vafaa badaltii hai
vahaa.n pe kizb-o-riyaa baar baar biktaa hai
Saqib Kaif
Ghazal
chal aa ki dahr se kizb-o-riyaa kashiid kare.n
kisii ke jurm se apnii sazaa kashiid kare.n
Syed Zamin Abbas Kazmi
Ghazal
bhii.D duniyaa me.n hai ab kizb-o-riyaa vaalo.n kii
aaj-kal milte nahii.n saahib-e-iimaan bahut