SEARCH RESULTS
Showing search results for "neend ka rang sara shagufta ebooks"
Ghazal MATCHES FOR "neend ka rang sara shagufta ebooks"
Ghazal
Sarmad Sahbai
Ghazal
hayaat kyaa hai ma.aal-e-hayaat kyaa hogaa
tuu is pe Gaur karegaa to Gam-zada hogaa
Nau Bahar Sabir
Ghazal
saare chaqmaaq-badan aa.e thaa tayyaarii se
raushnii KHuub hu.ii raat kii chingaarii se
Nomaan Shauque
Ghazal
us pe.D ko chhu.aa to samar-daar ho gayaa
phir jaane kyaa hu.aa vo sharar-baar ho gayaa
Afzal Minhas
Ghazal
zamii.n raushan rahegii aasmaa.n raushan rahegaa
mirii maujuudgii se ye makaa.n raushan rahegaa
Ghulam Husain Sajid
Ghazal
mirii navaa se tirii niind bhii sulag uThtii
zaraa saa is me.n sharaaro.n kaa rang bharnaa thaa
Parkash Fikri
Ghazal
dil kii is vahshat-saraa me.n dard kyaa jazbaat kyaa
ho zamii.n banjar agar to be-bahaa barsaat kyaa
Shakeel Haidar
Ghazal
sahn-e-gul-rang se aa.nkho.n kii rifaaqat hai abhii
nii.nd TuuTii hai magar KHvaab salaamat hai abhii
Rafiuddin Raz
Ghazal
mil sakegii ab bhii daad-e-aabla-paa.ii to kyaa
faasle kam ho ga.e manzil qariib aa.ii to kyaa
Ejaz Siddiqi
Ghazal
Mohammad Ahmad Ramz
Ghazal
kis tarah zaKHmii kiyaa tum ne nigaah-e-naaz se
raat bhar royaa kiyaa dil dard kii aavaaz se
Nasiri Lakhnavi
Ghazal
Nawev Kiyani
Ghazal
jhulas ke rah ga.e jab saaya-daar pe.D 'shu.uur'
to kyaa ajab hai shaguufo.n kaa rang utarnaa bhii
Shaoor Ashna
Ghazal
puuchhaa kisii ne haal kisii kaa to ro diye
paanii me.n aks chaa.nd kaa dekhaa to ro diye
Saghar Siddiqui
Ghazal
ishq kii ik ra.ngiin sadaa par barse rang
rang ho majnuu.n aur lailaa par barse rang
Swappnil Tiwari
Ghazal
sochtaa huu.n ki use nii.nd bhii aatii hogii
yaa mirii tarah faqat ashk bahaatii hogii
Wasi Shah
Ghazal
dukh navishta hai to aa.ndhii ko likhaa aahista
ai KHudaa ab ke chale zard havaa aahista aahista