SEARCH RESULTS
Showing search results for "parii-vash"
Ghazal MATCHES FOR "parii-vash"
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
tab se aashiq hai.n ham ai tifl-e-parii-vash tere
jab se maktab me.n tuu kahtaa thaa alif be te se
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
zikr us parii-vash kaa aur phir bayaa.n apnaa
ban gayaa raqiib aaKHir thaa jo raaz-daa.n apnaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Abdul Hamid Adam
Ghazal
Usman Shaheen
Ghazal
baGal me.n yaar-e-parii-vash ho daur-e-saaGar ho
hame.n nasiib kisii roz ye samaa.n na hu.aa
Wafa Lakhnavi
Ghazal
baad muddat ke munavvar hu.ii.n aa.nkhe.n 'muunis'
us parii-vash se achaanak jo mulaaqaat ho.ii
Naushad Munis Aazmi
Ghazal
sochtii huu.n tire pahluu me.n jo baiThaa hogaa
kaisaa hogaa vo parii-vash vo tumhaaraa ko.ii
Asima Faraz
Ghazal
ik parii-vash kii inaayat ne zamaane me.n mujhe
vaqt kaa apne sulaimaan banaa rakkhaa hai