SEARCH RESULTS
Showing search results for "payaamii kaam yaab aae na aae"
Ghazal MATCHES FOR "payaamii kaam yaab aae na aae"
Ghazal
ai jaan-e-aarzuu vo qayaamat se kam na the
kaaTe tire baGair jo Gurbat me.n chaar din
A G Josh
Ghazal
lahuu hii kitnaa hai jo chashm-e-tar se niklegaa
yahaa.n bhii kaam na 'arz-e-hunar se niklegaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
ik imtihaan-e-vafaa hai ye umr bhar kaa azaab
kha.Daa na rahtaa agar zalzalo.n me.n kyaa kartaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
'bismil' hariim-e-husn me.n hai.n kaam-yaab-e-shauq
josh-e-shabaab o ra.ng-e-ruKH-e-aatishii.n se ham
Bismil Saeedi
Ghazal
badle bahaar-e-laala-o-gul ne hazaar ra.ng
lekin jamaal-e-dost kaa aalam na ho sakii
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
palaT ke aa.e na aa.e ko.ii sune na sune
sadaa kaa kaam fazaa.o.n me.n guu.njte tak hai
Khalid Iqbal Yasir
Ghazal
zindagii ke KHaaka-e-saada ko ra.ngii.n kar diyaa
husn kaam aa.e na aa.e ishq kaam aa hii gayaa
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
jab tere sivaa ko.ii mire kaam na aa.e
kyo.n lab pe mohabbat se tiraa naam na aa.e
Yas Chandpuri
Ghazal
kyaa kam hai ye bhii vaa'da-e-fardaa kiyaa to hai
aa.e na aa.e us ne miraa dil rakhaa to hai
Bazm Ansari
Ghazal
Qalaq Merathi
Ghazal
dil-e-aashufta pe ilzaam ka.ii yaad aa.e
jab tiraa zikr chhi.Daa naam ka.ii yaad aa.e
Jameeluddin Aali
Ghazal
na aa.e kaam kisii ke jo zindagii kyaa hai
bashar-navaaz na ho jo vo aadmii kyaa hai
Barqi Azmi
Ghazal
tere kyaa apne bhii kuchh kaam na aa.e ham log
kuchh na kuchh tuu ne banaanaa thaa banaa.e ham log
Shabbir Hasan
Ghazal
kaam kuchh aa na sakii rasm-e-shanaasaa.ii bhii
shaamil-e-bazm thii shaayad mirii tanhaa.ii bhii
Mushfiq Khwaja
Ghazal
fankaar ke kaam aa.ii na kuchh diida-varii bhii
karnaa pa.Dii shahzaado.n ko daryoza-garii bhii
Wamiq Jaunpuri
Ghazal
jo zindagii me.n kisii ke bhii kaam aa na sake
vo zindagii me.n kabhii zindagii ko paa na sake