SEARCH RESULTS
Showing search results for "player"
Ghazal MATCHES FOR "player"
Ghazal
hamaaraa malba hamaare qadmo.n me.n aa giraa hai
plate me.n jaise mom-battii pighal ga.ii ho
Umair Najmi
Ghazal
ik nuqra.ii khanak ke sivaa kyaa milaa 'shakeb'
Tuk.De ye mujh se kahte hai.n TuuTii plate ke
Shakeb Jalali
Ghazal
jaa.n rahtii hai paper-weight ke phuulo.n me.n
varna merii mez pe duniyaa rakkhii hai
Saqi Faruqi
Ghazal
kabhii iqraar honaa thaa kabhii inkaar honaa thaa
use kis kis tarah se dar-paye aazaar honaa thaa
Umair Manzar
Ghazal
filo.n me.n dafn karke KHvaab jab mai.n ro pa.Daa
dekh kar vo haal meraa pen paper ro pa.De
Prashant Sharma Daraz
Ghazal
aaj-kal mai.n bhii pareshaa.n huu.n mire paper hai.n
aaj-kal vo bhii bahut weak nazar aatii hai
Ali Qaisar
Ghazal
Pagal Adilabadi
Ghazal
mirii plate me.n KHilqat kii bhuuk naachtii hai
isii liye mujhe khaayaa hu.aa nahii.n lagtaa
Jabbar Wasif
Ghazal
terii aa.nkhe.n paper yaar riyaazii ke
dil tak dekhne vaale kuliye achchhe hai.n
Rana Abdurrab
Ghazal
ham naKHl-e-aah se chaman-e-rozgaar me.n
baa.ndhaa kiye havaa paye nashv-o-numaa-e-ra.nj
Wazir Ali Saba Lakhnavi
Ghazal
Jauhar Zahiri
Ghazal
Aatish Indori
Ghazal
yahaa.n to barq kaa pahra hai aur sarsar hai
pay-e-qayaam na.e aashiyaa.n talaash karo
Riyazat Ali Shaiq
Ghazal
ishq ke maktab me.n jab aayaa paye dars-e-junuu.n
pahle hii u.nglii uThii nuun-e-garebaa.n kii taraf
Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi
Ghazal
dete the saaya ThanDaa musaafir ko ek dam
jab se bane plaaze vo sab hii shajar ga.e