SEARCH RESULTS
Showing search results for "rahn-e-mai"
Ghazal MATCHES FOR "rahn-e-mai"
Ghazal
rakhtaa phiruu.n huu.n KHirqa o sajjaada rahn-e-mai
muddat hu.ii hai daavat aab-o-havaa kiye
Mirza Ghalib
Ghazal
Hamid Husain Hamid
Ghazal
paarsaa.ii to zaraa zaahid-e-makkaar kii dekh
rahn-e-mai KHirqa-saaluus hu.aa ai vaa.iz
Shad Lakhnavi
Ghazal
rahn-e-mai hone se bach jaa.e to izzat rah jaa.e
mol le le ko.ii dastaar-e-faziilat merii
Riyaz Khairabadi
Ghazal
hai kaun saa jahaa.n me.n vo aadaab-e-mai-kashii
jis se miraa shu.uur-e-Gazal aashnaa na ho
Naresh M. A
Ghazal
Kanval M. A
Ghazal
azm ka.aba kaa tuu 'qaa.em' to kiyaa hai lekin
rahn-e-mai kiijo na vaa.n jaama-e-ehraam kahii.n
Qayem Chaandpuri
Ghazal
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
Naresh M. A
Ghazal
Kanval M. A
Ghazal
KHud ahl-e-KHirad chho.D ga.e raah-e-vafaa ko
ham ahl-e-junuu.n saahib-e-kirdaar rahe hai.n
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
A. D. Azhar
Ghazal
jahaa.n nigaah se insaa.n banaa.e jaate hai.n
vo baab-e-mai-kada mere liye khulaa to milaa
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
sunte sunte vaa.izo.n se hajv-e-mai
zo.af saa kuchh aa gayaa iimaan me.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
kahaa.n tak na behosh-o-be-KHud karegii
mai-e-vasl hai ko.ii sharbat nahii.n hai
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
big.Dii hu.ii hai mai-kada-e-dahr kii havaa
ho jaa.e.n shaiKH-jii bhii na mai-KHvaar aaj-kal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
mar chukaa mai.n to nahii.n us se mujhe kuchh haasil
barse gar paanii kii jaa aab-e-baqaa mere ba.ad